Aawaz Panch Waqt Lagati Hai Momino Lyrics
Aawaz Panch Waqt Lagati Hai Momino
Aao Namaz Hamko Bulati Hai Momino
Aa Jao Momino Aa Jao Momino
Hayyalassat Ki Aawaz Jab Suno
Chaldo Namaz Ke Liye Har Kam Chhor Do
Aawaz Panch Waqt Lagati
Do Sab Baro Ko Pyaar Se Dawat Namaz Ki
Dalo Tum Apne Bachon Ko Aadat Namaz Ki
Aawaz Panch Waqt Lagati Hai Momino
Aao Namaz Hamko Bulati Hai Momino
Aa Jao Momino Aa Jao Momino
Batladu Kaise Milta Hai Kya Kya Namaz Me
Had Ye Ke Rab Semilta Hai Banda Namaz Me
Aawaz Panch Waqt Lagati Hai Momino
Aao Namaz Hamko Bulati Hai Momino
Aa Jao Momino Aa Jao Momino
Farmane Mustafa (Sallallahu Alaihi Wasallam) Hai Ye Din Ka Sukun Hai
Thandak Hai Aankh Ki Ye Dilo Ka Sukun Hai
Aawaz Panch Waqt Lagati Hai Momino
Aao Namaz Hamko Bulati Hai Momino
Aa Jao Momino Aa Jao Momino
Tablig Me Namaz Ki Mashgul Me Rahu
Ye Ek Kam Mere Khuda Umra Bhar Karu
Aawaz Panch Waqt Lagati Hai Momino
Aao Namaz Hamko Bulati Hai Momino
Aa Jao Momino Aa Jao Momino