Sahaba-E-Kiram Ke Muqaddas Irshadat Aur Nasihat
Hazrat Abu Bakar Siddiq
ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ .
Said:
Kisi Ko DUKH Denewala Kabhi KHUSH
Nahi Reh Sakta.
Hazrat Umar Farooq
ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ .
Said:
Kisi Ki Be-Basi Pe Mat Hanso Kal Ye
Waqt Tum Par Bhi Aa Sakta Hai.
Hazrat Usman Ghani
ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ
Said:
Kisi Ki Aankh Tumhari Wajah Se Num Na Ho Kyun Ke Tumhe Uss Ke Har Aansu Ka QARZ Chukana Hoga.
Hazrat Ali ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ Said:
Mazloom Aur Namaazi Ki AAH Se Daro Kyun Ke AAH Kisi Ki Bhi Ho ARSH Ko Cheer Kar ﺍﻟﻠّﻪ Ke Paas Jati Hai.
Hazrat Abu Bakar Siddiq
ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ .
Said:
“Us Din Pe Ansu Bahao Jo Tum Ne
Naiki Ke Bina Guzara Ho.”
Hazrat Umar Farooq
ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ
Said:
“Zalimo Ko Muaf Karna Mazloomon Pe
Zulm Hai.”
Hazrat Usman Ghani
ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ .
Said:
“Zuban Darust Ho Jaye To Dil Bhi
Darust Ho Jata Hai.”
Hazrat Ali ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻨﻪ . Said:
“Jahan Tak Ho Sakay LaLach Se
Bacho, LaLach Mei Zillat Hi Zillat Hai.
Allah ﻋﺰﻭﺟﻞ Aap par Fazl farmaye !
~●~●~●~●~
جزاك الله خيرا… For reading
~●~●~●~●~
ﺻَﻠُّﻮْﺍ ﻋَﻠَﯽ ﺍﻟْﺤَﺒِﯿْﺐ
ﺻَﻠَّﯽ ﺍﻟﻠّٰﮧُﺗَﻌَﺎﻟٰﯽ ﻋَﻠٰﯽ ﻣُﺤَﻤَّﺪ
(صلی اللہ علیہ وسلم)
~●~●~●~●~