Ramzan

Sehri Ki Dua Aur Fazilat

Roza Rakhne Ki Dua:

وَبِصَوْمِ غَدٍ نَّوَيْتُ مِنْ شَهْرِ رَمَضَانَ

Wabisaumi Gadin Nawaytu Min Shahari Ramzan

Khatmul Ambiya, Imaamul Ambiya, Rehmatallil Aalamin, Shafi-E-Mehshar, Madine Ke Tajdar Janabe Muhammad Mustafa Sallallaho Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya
“Is Dua Ke Padhnewale Ko ALLAH Beshumar Har Sitare Ke 1-1 Hajaar Nekiya Deta Hai.
(Yani Jitne Bhi Sitare Hai Unse Hajaar Guna Nekiya Marahmat Farmata Hai)
Utne Hi Gunah Mitata Hai Aur Usi Kadar Uske Darjaat Buland Farmata Hai

(Anisul Waejin)

Laa illaha illallahu Al Hayyul Qayyumul Qaayimu Ala Kulli Nafsin Bima Qasabat

Tarzuma:

Koi Ibadat Ke Layak Nahi Siwaye ALLAH Rabbul Aalamin
Zinda Wa Qayam Hai
Har Nafs Par Jo Usne Kamaaya Hai Haazir Hai

(Anisul Waejin, Faizane Sunnat)

Note:
Ye Dua Rozana Sehri Me 7 Martaba Padhe.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!