Kya kisi Sahabi ne Milaad-E-Mustafa (صلی اللہ علیہ وسلم) Manayi hai ?
Tamaam Aashiqane Rasool Ko apne Pyare Aaqa ki Aamad Mubarak
.
.
. .i.
. [“] ,j,
. [“] ‘’
. [“] (--) .i.
. [“],,(,, ),,[“]
. ✳️✳️✳️✳️✳️✳️✳️
NISAAR TERI
CHAHAL PAHAL PAR
HAZAARON EIDEN
RABI UL AWWAL
SIWAYE IBLEES
KE JAHAN MEIN
SABHI TO KHUSHIAN
MANA RAHE HAIN
MAAH E RABI UL
AWWAL KI AAMAD
AAMAD MUBARAK
MAAHE RABI UN NOOR MUBARAK
Reference no.1->
» Hazrat Abu Saeed Khudri
(رضی الله تعالی عنہ)
se riwayat hai ki Muawiya
(رضی الله تعالی عنہ)
sey riwayat hai ki AAQA kareem
(صلی اللہ علیہ وسلم)
bahir nikle sahaba ke halqey per, Aap (صلی اللہ علیہ وسلم)
ne fermaya,
“Tum yahan kis wajah se beithy ho, unhon ne kaha hum ALLAH se dua ker rahy hain aur uska shuker ada kar rahe hain ki usne apna deen hum ko batlaya aur hum per ehsan kia aap ko bhej ker.”
(Sanan Nisai, Hadees: 5432)
Reference no.2->
»”Sahaba Aur Tabain Aur Digar Ahle Islam Ne Peer Ke Din Ka Roza Rakh Kar Bhi Milaad Manaya”
(Abu Daawud Jild-1, Safa-331)
Reference no.3->
»”Makka sharif Ke Log NABI-E-PAK Ki Paidaish Ki Jagah Ko MILADUN NABI Ke Din Har Saal Ziyarat Karte Aur Mehfile Munaqid Karte”
(JAWAHIR AL BIHAR SAFA-1222)