Kya Eid Milad Un Nabi Manana Biddat Hai?
Kya Milad Manana Biddat Hai??
Kya Sahaba Ne Milad Manaya??
Kya Sahaba Ne Naare Lagaye??
In Sawalo Ka Jawab Tum Duniya Me
Nahi De Sakte Toh Aakhriat Me Kaisay
Do Gay ???
JAWAAB:
» Tum Apni Aulad Ki Wiladat Par
Khush Thay…. .
Aur Apne Nabi
صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ
Ki Wiladat
Par Khush Nahi
Akhir Kyun
.
» Tum Ne Aulad Ki Khushi Me Dawat
Ki. . .
Apne Nabi
صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ
Ki Wiladat Ki
(Khushi Me) Dawat Ko Bid’dat Kaha
Aakhir Kyun
.
» Tum Ne Aulad Ki Shadi Par Ghar
Sajaya. . .
Magar Jashan-E-Wiladat Pe Ghar
Sajane Ko Bid’at Kaha
Akhir Kyun?
.
» Tum Ne Har
Khushi Bagair Kisi Daleel Ke
Manai. . .
Par Wiladat-E-Nabi
صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ
Manane Par Daleel Mangi
Akhir Kyun
Jawab Hai
.
Dekho…….
.
Miladun NABI Ke Sabut QUR’AN Se:
.
1. Surah – DUHA:11
2. Surah – FAT’H:28
3. Surah – SAF:6
4. Surah – TAUBA:128
5. Surah – IMRAN:164
6. Surah – YUNUS:57/58
7. Surah – AMBIYA:107
» Huzoor
صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ
Ke Zamane Me Masjid-E-
Nabwi Me Milaad Huyi Isme Khud
Huzoor Ne
Apni Wiladat Ke Fazail Bayan kiye:
.
– (Tirmizi Sharif, Jild 2 Safa 201)
.
» QUR’AN:
Tum Farmao ALLAH
Hi Ke Fazal Aur
Usi Ki Rehmat Aur Usi Par Chahiye Ke
Khushi Manao:
.
– (Tarjuma: Kanzul imaan,
Surah YUNUS:58)
ALLAH
عزوجل
Ki Rehmat NABI-E-KAREEM
صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ
Hai
» Khud NABE-E-PAK Ne Apne Milad
Par ALLAH
عزوجل
Ka Shukra Bajaa Lane Ki
Talkin Farmayi Aur Targib Di:
(Muslim Jild 2,Safa 819, Nisaai Jild
2,Safa 147, Baihaqi Jild 4,Safa 286)
.
» Hum (SAHABA) Sab Apne Bachcho
Samet Huzoor Ke Istiqbal Ke Liye
Wida Ki Ghatiyo Tak Gaye:
.
– (Bukhari Jild 1, Safa 543)
Yahi Juloos-E-Milad Hai
» Sahaba Aur Tabain Aur Digar Ahle
Islam Ne Peer Ke Din Ka Roza Rakh
Kar Bhi Milaad Manaya:
.
(Abu Daawud Jild-1, Safa-331)
TO KAAN KHOL KE
SUNLO
WAHABIYO
NAJDIYO
AHLAY KHABIS
TAKLIF JAMAAT
JAMAT A ISLAMI
JAMIAT ULMA HIND
.
Tou Hum Bhi Apne
Pyare AAQA
صلی اللہُ علیہِ و آلہِ وسلمِ
Ki
Paidaesh ka Zikr Sunate
Jayenge Aur
Shaitan ko Rulate
Jayenge
Jab talak ye chand-taare jhil milate
jayenge. .
Tab talak jashn e wiladat hum manate
jayenge. .
KHAAK HO JAAYE ADU
(DUSHMAN)
MAGAR HUM TO
RAZAA
DUM MAY JUB TAK
DUM HAY
ZIKRA UNKA
SUNATAY JAAYENGE..
VARFANAA LAK A ZIKRAK
KAA SAAYA TUJ PAR
TU GHATAYE SAY KISI
SAY NAA GHATAA HAY
NAA GHATAY..
JUB BADHAYE TUJAY ALLAH TALAA
عزوجل
TERA.
Mushkil the jo raaste
woh aasan ho agye,
Dushman
bhi dekh kar hairan ho
gaye,
Rakha Jab mere
Pyare NABI (sallallahu
alaihi wasallam) ne
jamane
me qadam,
Paththar bhi Kalma Padh
kar Musalman
Hogaye…
i understand all things now,but some main Islamic sites are false and said not to celebrate this day,,kindly reply this site.
https://iqrakitab.wordpress.com/2014/01/05/kya-jashn-e-milad-manana-jaiz-hai/