Eid-E-Miladun Nabi

Eid Milad Un Nabi Par Jhande Lehrana kiski Sunnat hai?

Hazrate Amina
( رضى الله تعالى عنه )
farmati hain ki,
“Jab Muhammad (Salllaho Alayahi Wasallam) Ki Wiladat Hui Us waqt Hazrat Jibrail
(علیہ السلام)
Ne 3 Jhande Nasab Kiye Ek Magrib Me Ek Mashrik Me Aur Ek Kaabe Ki
Chat par”

Is Riwayat Ko Shah Abdul Haq Muhaddith Dahelvi
( ﺭﺣﻤﺘﻪ ﺍﻟﻠﻪ عليه )
Ne Apni Kitab
“Madarijun nabuwa” Jild 2 Me Naqal Kiya Hai.

Hadees Shareef main aata hai ke jub SARKAR صلی اللہ علیہ و سلَّم Madina shareef main dakhil huay tou Ap ke hath main sabz jhanda tha.
(Wafa al wafa, Vol:1, Pg:243).

Huzoor (ﺻﻠﻞ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ وسلم)
ki peydaish per Hazrat Jibraeel (علیہ السلام) ney jhandy garhey.
(Khasais Al qubra, Vol:1, Page:82)

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!