Eid-E-Miladunnabi Manana Jaiz He Jo log ise shirk kahe Wo Gumrah Be-Deen he
HAZRAT IMAAM JALALUDDEEN SUYUTI:
NABI-E-PAK NE KHUD APNA MILAAD MANAYA HAI
MADINE ME BAKRE ZIBAH KARKE
MISKINO KO KHILAYA HAI
(AL HAAWIL FATAWI)
HAZRAT ABU BAKR SIDDIQ:
JISNE NABI-E-PAK KE MILAAD-E-PAK PAR EK DIRHAM KHARCH KIYA
WO JANNAT ME MERE SAATH HOGA
(ANNEAMTUL KUBRA ALAL AALAM)
HAZRAT UMAR FARUQ-E-AAZAM:
JISNE MILAAD UN NABI KI IZZAT KI
TO USNE ISLAM KO ZINDA KIYA
(ANNEAMATUL KUBRA ALAL AALAM)
HAZRAT USMAN GANI
RadiyAllahu Anhu:
JISNE NABI-E-KAREEM KE MILAAD-E-PAK PAR EK DIRHAM BHI KHARCH KIYA
GOYA WOH BADR-O-HUNAIN KE JEHAAD ME SHARIK HUWA
HAZRAT MAULA ALI KARRAM ALLAHU WAJHUL KAREEM:
JO KOI MILAADUN NABI KI TAAZIM aur US PAR KHARCH KAREGA
WOH DUNIYA SE IMAAN KE SAATH JAYEGA
Jashne Miladunnabi hai kya suhana noor hai.
Khushbue swalleala se do jahan mamur hai.
Sarkarki Aamad Marhaba
Eid-E-Miladunnabi Sallallaho alayhi Wasallam Mubarak
SHAB-E-WILADAT ME
MALAIKA NE HAZRATE AAMENA
RADIALLAHU ANHA KE DARWAZE PAR KHADE HOKAR
SALAAT-WA-SALAM
ARZ KIYA
(JA-AL-HAQ SAFA-208)
Noorwale Nabi:
Huzoor Sallalaho Alayhi Wasallam 1 baar
andhere ghar me tashrif laye
ghar roshan ho gaya
Hazrate Aaysha ki gumshuda
sui bhi mil gayi
(Al QOULUL BADIA)
Chand Pyare Aaqa ka khilona:
Hazrate Halima Radiyallahu Anha farmati hai ke:
HUZOOR ka jhula farishto’n ke hilane se hilta tha & chand AAP ki ungli ke isharo’n par harkat karta tha.
Humare Aaqa Awwal Wa Aakhir He:
Nabi Kareem Sallallahu Alaiyhi Wasallam Ne Farmaya:
“Main Us Waqt Bhi NABI Tha
Jab Adam Ki Taqleeq Abhi Rooho Jism Ke Marhale Me Thi.”
(Tirmizi)
Phirse Dil Me Armaa’n
Aa Raha He
Momino Ka DiL MUSKURA
Raha He
SHUKRA He ALLAH TA’ALA Ka Ke
Humari ZINDAGI
Me Phir Se
‘AAQA KA MILAD’ Aa Raha He