Eid-E-Miladun Nabi

Eid-E-Miladun Nabi Manana Quran wa Hadees ki roshni me

Miladun NABI Ke
Sabut
QUR’AN Se
1. Surah DUHA:11
2. Surah FAT’H:28
3. Surah SAF:6
4. Surah TAUBA:128
5. Surah IMRAN:164
6. Sure YUNUS:57/58
7. Sure AMBIYA:107

Huzoor Ke Zamane Me
Masjid-E-Nabwi Me Milaad Huyi Isme Khud Huzoor Ne Apni Wiladat Ke Fafail Bayan kiye.
(Tirmizi sharif Jild 2 Safa 201)

QUR’AN:
Tum Farmao
ALLAH Hi Ke Fazal
Aur Usi Ki Rehmat
Aur Usi Par Chahiye Ke Khushi Manao
(Tarjuma: Kanzul imaan,Surah YUNUS:58)
ALLAH Ki Rehmat NABI-E-KAREEM Hai

Khud NABEI-E-PAK Ne Apne Milad Par ALLAH Ka Shukra Bajaa Lane Ki Talkin Farmayi Aur Targib Di
(MUSLIM JILD 2,SAFA 819
NISAAI JILD 2,SAFA 147
BAIHAQI JILD 4,SAFA 286)

Hum (SAHABA) Sab Apne Bachcho Samet Huzoor Ke Istiqbal Ke Liye Wida Ki Ghatiyo Tak Gaye
(BUKHARI JILD 1 SAFA 543)
Yahi Juloos-E-Milad Hai

SAHABA Aur TABAIN Aur
DIGAR AHLE ISLAM
NE PEER KE DIN KA ROZA RAKH KAR BHI MILAAD MANAYA.
(ABU DAAWUD JILD-1, SAFA-331)

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!