Hadees: Durud Sharif

Humare Pyare Aaqa Tajdare Madina Sallallaho Alayhi Wasallam Hamare DUROOD-O-SALAM Ko Sunte He

AAQA Sallallaho Alaihi wasallam
Hamare DUROOD-O-SALAM Ko Sunte He
“INNI ASMAWU MAA LAA TASMANWOON”
Mai Wo Sunta Hoon Jo Tum Nahi Sunte
(BUKHARI)

KHUTBA SUNNE KA TRIKA:
do zaanu beth kar khutba sune
pahle khutbe me hath bandhe
dusre me zaanu par hath rakhe
(MIR-AATUL MNAJIH)

AAQA Sallallahu Alaiyhi WaSallam Ne Farmya:
Namaz Ba-Jamat Ke Liye Masjid Me Janewale Ka Har Qadam Ek Neki Ko Wajib Karta He
Ek Gunah Ko Mitata He
(Ibne Habban)

SARKARE IMAM HASAN Frmate Hai:
Duniya Ki Sabse Tez Raftar Cheez Dua Hai Jo Dilse Zuban Tak Pahunchne Se Pehle Hi KHUDA Tak Pahonch Jati Hai

JANTE HO?
khutba shuru ho gaya to
masjid me jahaa tak pahuche vahi
ruk jaye ki chalna 1 amal he
aur
khutbe me koi amal jaiz nahi
(FATWA-E-RAZVIYYA)

FARMAN-E-NABI:
Kasrat se DUROOD SHARIF
PADHANA Tumhari FIQRO
ko DOOR karne ke liye
KAFI hai aur Tumhare
GUNAHO ke liye kaffara
he
(Tirmizi)

NEK NIYAT KI FAZILAT:
Muslman ki niyat uske
amal se behtar he
(MOAJMUL KABIR)

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!