Eid Mubarak Eid Ki Chand Hadees
Eid ke Din
“SUBAAHANALLAHI WABI HAMDIHI”
Padh kar Marhum Muslmano ko
bakhshe to har ek ki qabar me
1000 anwar dakhil honge
(MUKASHTUL QULUB)
*E*
*I*
|*D* |
/*U*/
/*L*/
/*F*/
|*I*|
*T*
*R*
*M*
|*U*|
/*B*/
/*A*/
/*R*/
/*A*/
/*K*/
Eid is the combination of 3 meaningful words.
E: Embrace with open heart. I: Inspire with impressive attitude.
D: Distribute Pleasure to all.
Eid Mubarak
Hum aap ke dil mein rehte hai
Isliye har dard sehte hai
Koi hum se pehle WISH na kar de aapko
Isliye sab se pehle
“Eid Mubarak” kehte hai.
HAZRAT ABDULLAH IBNE ABBAS:
EID KE DIN FARISHTE ALLAH KI ATA’O & BAKHSHISHO KA ELAAN KARTE HAI
&
RAMZAN ME IBADAT KARNEWALO KI MAGFIRAT HO JATI HAI
HAZRAT UMAR
FAROOK-E-AAZAM:
JISKE NAMAZ ROZE MAQBUL HO GAYE USKE LIYE AAJ EID HAI
&
LEKIN
JISKE NAMAZ ROZE QABUL NAHI
USKE LIYE WAEID KA DIN.
AMIRUL MO’AMENIN HAZRAT ABDUL AZEEZ:
EID KA DIN ALLAH TA’ALA KI IBADAT KARNE
&
USKA SHUKR BAJA LAANE KA DIN HAI
MAS’ALA:
SADQA-E-FITR KA WAQT UMR BHAR HAI
AGAR
EID SE PAHLE ADA NAHI KIYA
TO
AB ADA KAR DE ADA HO JAYEGA
(DURR-E-MUKHTAR Jild-3 Safa-362)
HAZRAT SHER-E-KHUDA MAULA ALI:
HAR WOH DIN HAMARE LIYE
EID KA DIN HAI
JIS DIN HUM
ALLAH wa RASOOL KI NAFARMANI NA KARE
Is Eid par bahot socha
kaunsa tohfa tumhari nazar karu
kuch soch ke haath buland kiye
bahot si duaon ke phool tumhari nazar kiye
Eid Mubarak
SarkaR GAUS-E-AAZAM
NAYE KAPDE PAHEN’NA
“EID” NAHI
BALKE
“EID” TO ALLAH Aur RASOOL KI ITA’AT Aur GUNAHO SE DOOR REHNE KA NAAM HAI.
Some words can be left unsaid
Some feeling can be left unexpressed
But person like YOU can never be forgotton on this day.
EID MUBARAK
/ ( *
|”|
|”| _.^._ _.-“-._
|”| ( ) (_____)
^^^^^^^
“EID MUBARAK”
Eid is Love.
Eid is Beauty
Eid is Dedication.
Eid is Happiness
My wishes to U
Ur FaMiLy
“HAPPY EID”
“Teri jab ke did hogi tabhi
meri Eid hogi
Mere Khwaab me tum aana
Madani Madinewale”
AMIRE AHLE SUNNAT ZINDABAD!
Did Yani Deedar
HAZRAT ALI KARMALLAHU WAZZAHUL KAREEM RADIALLAHO ANHU:
Har Wo Din Tumhare Liye EID He
Jis Din Tum Apni “MAA” Se Muskura Kar Baat Karo”
ALLAH US SHAKHS KA SADQA QUBOOL NAHI FARMATA
JISKE
RISHTEDAR USKE SULOOK KE MOHTAJ HO
&
YE DUSRE KO DE
MAS’ALA:
WAHABI DEOBANDI KO ZAKAT DENE SE ZAKAT ADA NA HUYI
DUBARA DENA WAJIB HAI
(BAHARE SHARIAT)
JO MAALI PARESHANI KE SABAB NIKAH NA KAR SAKE USE CHAHIYE KI SHAHWAT TODNE KE LIYE ROZA RAKHE
(KANZUL UMMAL)
HAZRAT ALI:
3-INSAAN
3-CHEEZO SE MAHROOM RAHENGE:
1) GUSSE WALA
DURUST FAISLE SE
2) JHOOTA
IZZAT SE
3)JALD-BAAJH
“KAAMYAABI”SE
IBNE UMAR KA BAYAN HAI
HUZOOR SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM NE FARMAYA:
JIS NE ALLAH KE SIWA KISI KI QASAM KHAYI USNE SHIRK KIYA
(TIRMIZI)
Ya RASULALLAH
Teri deed jisko naseeb hai
Wo naseeb khushnaseeb hai
Teri yaad he meri zindagi
Tujhe dekhna meri EID hai
EID MUBAARAK
HAZRAT ALI
“ILM HAASIL KAR ILM”
ILM DIL KO ROSHNI DETA HAI
“LAALACH SE BACH”
DAULAT KA LAALACH ANDHA BANA DETI HAI.
SHAIKH SHAADI
BARF JIS TARAH PIGHAL JATI HAI AUR
PAANI PAANI HO JATI HAI
“AYE GAFIL”
ZINDAGI BHI PIGHAL RAHI HAI AUR
TU AB BHI GAFLAT ME HE