Zakaat Aur Sadqa-E-Fitra Ke Masle Masail
ALLAH KE LIYE MAAL KA EK HISSA JO SHARIAT NE TAY KIYA USKA
MUSALMAN FAQEER KO MAALIK BANA DENA SHARIAT ME ZAKAT KEHLATA HAI
(FATAWA-E-AALAMGIRI)
MAS’ALA:
MAAL-E-TIJARAT JISKI QIMAT NISAAB KO PAHUNCHE
US PAR BHI ZAKAAT WAAJIB HAI.
(BAHAR-E-SHARIAT)
NABI-E-PAK NE EK SHAKHS KO HUKM FARMAYA:
MAKKAH KI GALIYO ME JAAKAR YE ELAAN KARDO
KE
SADQA-E-FITR WAJIB HAI
(TIRMIZI)
ZAKAT FARZ HONE KI SHARTE,
1>Musalman hona
2>Baligh
3>Sahibe Nisab
4>Aaqil
5>Aazad
6>Mal Pe Ek Sal Guzar Jana
7>Qabiz Hona
(Aalamgiri.1: 160)
Jab Tak Sadqa-E-Fitra
Ada Nahi Kiya Jata
Bande Ka Roza Zamino Aasman Ke Drmiyan Muallak (Latka) Rehta He
(Kanzul Ummal,Jild-8)
JAB TAK BANDA SADQA-E-FITRA ADA NAHI KARTA TABTAK USKA ROZA QUBUL NAHI HOTA HAI
(SUNNI BAHISHTI ZEWAR)
SONE Ke KANGAN Pahanne Wali AURTO Kya Tum Pasand Karogi
Ke
ALLAH Tumhe AAG Ke KANGAN Pahnaye?
To Tum In ZEWARO Ki ZAKAT Ada Karo
(Tirmizi)
MAS’ALA:
KISI GAREEB KE ZIMMA RUPYA BAAQI HAI
TO USE MAAF KARNE SE ZAKAT ADA NA HOGI
(BAHAR-E-SHARIAT)
SAAL BHAR KHAIRAT KARTA RAHA
&
BAAD ME NIYYAT KI KE JO DIYA WO ZAKAT HAI
TO
IS TARAH ZAKAT ADA NA HUYI
(AALAMGIRI)
JIN ZEWRAT KI MALIK AURAT HO
CHAHE
MAIKE SE LAYI HO
YA
USKE SHOHAR NE DEKAR MALIK BANAYA HO
TO
UNKI ZAKAT ADA KARNA AURAT PAR FARZ HAI
(Fatwa-E-Razviya)
QUR’AN:
AYE IMAANWALO!
HUM NE JO TUMHE RIZQ DIYA HAI
US ME SE KHARCH KARO.
(PARA-2 SURAH-BAQRAH AAYAT-254)
MAS’ALA:
ZAKAT KA MAAL DETE WAQT
YA
ALAG KARTE WAQT ZAKAT KI NIYAT HONA ZARURI HAI
NIYAT KE MAANA:
AGAR KOI PUCHHE TO
BATA SAKE
(AALAMGIRI)
Mas’ala:
Agar EID Ki (Chand) Raat Ko Bachcha Paida Hua To
Uska Bhi
Sadqae Fitr Dena
Sahib e Is’te’ta’at Baap Par Waajib Hai.
(FATWA HINDIYA)
MAS’ALA:
ZAKAT KA MAAL DETE WAQT
YA
ALAG KARTE WAQT ZAKAT KI NIYAT HONA ZARURI HAI
NIYAT KE MAANA:
AGAR KOI PUCHHE TO
BATA SAKE
(AALAMGIRI)
ZAKAT ADA KARNE WALE KA GOSHT
ALLAH AAG PAR HARAM KAR DEGA
&
BAGAIR HISAB KE JANNAT WAJIB KAR DEGA
(M.QULUB)
Jab Tak SADQAE-FITR Ada Na Kiya Jaye Bande Ka Roza Zameen-o-Aasmaan Me Muallaq(LATKATA) Raheta He
(Kanzul Ummal)
Sadqa-E-Fitr: 2.045 K.g. Ghehu Ya Uski Qimat
Mas’ala:
Sadqae Fitr Ka WAQT Umr Bhar He Yani Ada Na Kiya Tha To Ab Ada Kare
Magar Sunnat Eid Ki Namaz Se Pehle Hai
(DURRE MUKHAR Vol:3,Page:362)
1ADMI KA FITR
1HI MOHTAJ KO DENA BEHTAR HE
1SE ZIYADA KO BHI DENA JAIZ HE
FITRA KE MUSTAHIQ WO LOG HE JO ZAKAT KE MUSTAHIQ HE
(Sunni Bahesti Zewar)
*Sadaqa-E-Fitr*
BIWI Ne Bagair Hukme SHAUHAR
Agar
SHAUHAR Ka FITRA Ada Kar Diya To Ada Na Huwa.
(RADDUL MUKHTAR)
ZAKAT IN LOGO KO DE:
*FAQEER
KUCHH MAAL HAI MAGAR NISAAB KI MIQDAR SE KAM HAI
*MISKEEN KHANE KE LIYE GALLA
&
PAHNNE KE LIYE KAPDA BHI NA HO
ROZA AASMAN & ZAMEEN KE BICH LATAKTA RAHTA HAI
JAB TAK SADQAE FITR ADA NA KIYA JAAYE
(MISHKAT)
SADQA IS TARAH GUNAHO KO BUJA DETA HAI
JIS TARAH PAANI AAG KO BUJA DETA HAI.
(MISHKAT JILD-1, SAFA-14)
SADQA ALLAH Taala Ke Gusse Ko Thanda Karta Hai
Aur Buri Maut Se Bachata Hai.
(Tirmizi: 664)
Donate Your Zakat To Hamare Nabi Blog.