Ramzan Mubarak Ramzan Hadees
JO RAMZAN KA ROZA QASDAN CHHODE
FIR CHAHE TAMAM UMAR ROZA RAKHE
WOH USKE BARABAR NAHI HO SAKTA
(TIRMIZI)
RAMZAN KI HAR RAAT-O-DIN ME SE MUSALMAN KI EK DUA ZAROOR QUBUL HOTI HAI.
(TARGEEB)
Meri UMMAT Zaleel O Ruswa Na Hogi,
JabTak Woh Mahe Ramazan Ka Haq Ada Karti Rahegi.
(Jame Sageer,P:60)
Har CHEEZ KLiye ZAKAT Hai Aur Badan Ki Zakat ROZA Hai. (Ibne Maja,V-2,H-1745)
TRAWIH YA SHABINA ME AGAR SHARIK NA HO MAGAR AYATE SAJDA SUN LENE SE SAJDA A TILAWAT WAJIB HO JAYEGA (AHKAME NAMAZ)
RAMZAN ME VITRA JAMAAT SE PADHNA AFZAL HE MGR JISNE ISHAA KE FARZ BIGAIR JAMAAT PADHE VO BHI TANHA PADHE (BAHAARE SHARIAT4)
RAHMAT KA NUZUL: ALLAH Or USKE FIRISHTE SAHARI KHANE WALO PAR RAHMAT NAAZIL FARMATE HE
(AL EHSAN BEE TARTIB)
jo buri baat kehna
aur
us par amal karna na chhore to
uske bhuka pyasa rahne ki
ALLAH ko kuch hajt nahi
(BUKHARI)
HUZUR ALAIHISSALAM NE FARMAYA
“MAHE RAMZAN SABR KA MAHINA HE
AUR SABR KA SAWAB JANNAT HE.”
(FAZILAT-E-NAMAZ)
Mas’Ala;
Sehri Puri Ki Puri Barkat Hai Pas Tum na Chodo Chahe Ye Ho Ke Tum Pani Ka Ek Ghunt Pelo
(MUNSAD-E-IMAM AHMAD)
Jo ROZADAR Ko Paani Pilaaiga ALLAH TA’ALA Use Mere HOUZ Se Pilaaiga Ki JANNAT Me Dakhil Hone Tak Piyasa Na Hoga.
(Ibn-e-Khuzaima 3:192:1887)
Aurto Ke Liye Bhi Tarawih
Padhna Sunnat Hai
(DURRE MUKHTAR-2)