Mahe Ramdan Mubarak Ke Masle Masail
ALLAH Paak Ramzan Ke Juma Ki Har Ghadi Me
10 Lakh Aise Gunahgaro Ko Jahannam Se Azaad Farmata He
Jo Azaab Ke Haqdaar The.
(Kanzul Ummal:J:8,S:223)
Mahroom He Wo Shaks Jisne Ramzan Ko Paya
Aur Uski Maghfirat Na Hui
Ki Jab Iski Ramzan Me Maghfirat Na Hui To Fir Kab Hogi?
(Majmua Zawid)
MAS’ALA:
KOI CHEEZ KHARIDI
AUR
USKA CHAKHNA ZARURI HAI
KI BINA CHAKHE LENE SE NUQSAN HOGA TO USE CHAKHNE KI IJAZAT HAI.
(DURR-E-MUKHTAR)
MAS’ALA:
SHARI’AT ME MUSAFIR USE KAHENGNE JO 93.km KE DISTANCE KA SAFAR KAR RAHA HO
US MUSAFIR KO ROZE SE NUQSAN HO TO NA RAKHE
(QANOON-E-SHARIAT)
JO AURAT NAMAZ PADHE
ROZE RAKHE
APNI IZZAT KI HIFAZAT KARE
SHOHAR KI
ITAAT KARE
WO JANNATI HAI
(IBNE HABBAN)
Mas’ala:
Roze Ki Halat Me Naak Ke Andhar
“VICKS” Lagane Se Roza Toot Jata Hai
Ha Peshani Ya Badan Pe Dard Hai To Laga Sakte Hai.
(Kutube Fiqa)
Jo Koi Shabe-Qadra Me
Sure Qadra 7 Bar Padhta He
70000 Farishte Uske Liye
Jannat Ki Dua Karte He
(NUZAHATUL MAJALIS)
“ROZADAAR” Ke Liye Do Khushiya Hai,
Ek “IFTAAR” Ke Waqt
Aur Doosri Apne RAB Se Milne Ke Waqt Hogi.”
(BUKHARI/MUSLIM)
MASLA:
Roze Ki Halat Me Naak Ke Andar VICKS Lagane Se Roza Toot Jata He
Peshani Ya Badan Par Laga Sakte Hai.
(kutube Fiqah)
ROZADAAR KA HAR WAQT IBAADAT ME HI SAMJHA JAATA HAI
CHAHE WO BISTAR PAR HI Q NA SOTA HO
(BUKHARI)
Waqt Kehta He Fir Na Aaunga
Teri AnkhoKo Fir Na Rulaunga
Karna He To KarLe Is Maah Me IBADAT
Warna Aakhirat Me Is Pal Ka Ehsas Dilaunga
KASAM Khuda Ki Wo Manzar Ajib Hota He
Nazar Se Jub Madina Karib Hota He
Rouza-E-Aqdas Ka Unke Kya Kehna
Jo Dekh Aata He Khushnasib Hota He
Waqt Kehta He Fir Na Aaunga
Teri AnkhoKo Fir Na Rulaunga
Karna He To KarLe Is Maah Me IBADAT
Warna Aakhirat Me Is Pal Ka Ehsas Dilaunga
Hoke Sharminda Gunaho Se SAJDE me Ja to Sahi
Wo Karega Maaf Tujhe tu Ashq Baha To Sahi
Wo to Rahim He Sunta He Sabki dua
Is Aqeedese Apne Hath Faila To Sahi
MAS’ALA:
Roze Me INHALER Ka Istemal Krne Se Roza Toot Jaega
(Kutube Fiqa)
MAS’ALA:
ROZE KI HAALAT ME SAR ME TAIL DAALNA JAAIZ HAI,
ISSE ROZA MAKROOH NAHI HOTA HAI.
(BAHAR-E-SHARIAT PART-5,PG-125)