Jumma Mubarak

Juma Ke Chand Masail

JISNE 3 JUME BARABAR CHHOD DIYE
USNE ISLAM KO PEETH KE PICHHE FENK DIYA
WO MUNAFIQ HAI
AUR ALLAH SE
BE-TALLUQ HAI
(IBNE KHUJAIMA)

JUM’A FARZ HAI.
AURU SKA FARZ HONA ZUHAR SE ZYADA MU’AKKAD HAI.
USKA MUNKIR KAAFIR HAI.
(DURR-E-MUKHTAR JILD-1 SAFA-535)

SURAH-E-JUM’A
MIYA BIWI ME AGAR MUKHALAFAT HO JAAYE
TO JUM’A KE DIN
ISE 3 BAAR PADH KAR
AUR PAANI PAR DAM KARKE DONO KO PILADE
(Jannati ZEWAR Safa:430)

HUZOOR Sallallahu Alaiyhi Wasallam Ne Farmaya:
HAR JUM’AA FARISHTE MASJID KE DARWAZO PAR KHADE REHTE HAI AUR LOGO KA NAAM LIKHTE HAI.
(BUKHARI)

Huzoor Sallallahu Alaiyhi WaSallam Farmate Hai
Jo Musalman
JUM’AA Ke Din Ya Raat Me
Wafaat Pa Jaye
To ALLAH Use QABR Ke Fitne Se Bachata Hai.
(TIRMIZI : 1074)

Mas’ala:
Jum’a Ke Khutbe Ke WaQt Khatib Ke Saam’ne Ko Azaan Hoti Hy
Us Azaan Ka Jawab Ya Dua Sirf DIL Me Kare
Zaban Se Kuch Na Kahe.
[Fatawa-E-Razviya]

Huzoor AlaihisSalam Farmate He
JisNe Achhi Tarah Wuzu Kiya Phir Namaze Juma Ko Aaya
Khutba Suna or Chup Raha Uski Magfirat Ho Jayegi.
(Muslim)

MAS’ALA:
“JUM’A KE KHUTBE KE ILAWA AUR KHUTBO KO SUN’NA WAJIB HAI JAISE
EIDAIN & NIKAH WAGAIRA KA KHUTBA
(DURR-E-MUKHTAR JILD-1 SAFA-76)

Kya Aap Jaante Hai:
Aadam AlaihiSsalam ko Sajda “JUMA” Ke Din “JAWAAL” Se Asar Tak Kiya Gya.
[Tafsir-E-Na’imi]

Related Articles

One Comment

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!