Hadees-E-Pak Of Ramzan Mubarak
RAMZAN KA PAHLA ROZA RAKHNE WALE KE MAHINE KE AAKHRI DIN TAK GUNAH MAAF HOTE HAI
(Shoaibul IMAAN J:3 S:313)
JAB RAMZAN KI PEHLI RAAT AATI HAI..
TOJ ANNAT KE DARWAJE KHOL DIYE JATE HAI
(Shoaibul IMAAN J:3 S:313)
RAMAZANUL MUBARAK KA ROZA
10 SHAWWAL-UL MUKARRAM
2 HIJRI KO FARZ HUWA.
(KHAZAIN SAFA-42)
JISE RAMZAN ME MAUT AA JAYE UsSE SAWALAT-E-KABAR NAHI HOTE.
(TAFSEER-E-NAEEMI)
QAYAMAT ME RAMZAN & QUR’AN
ROZADAR KI SHAFA’AT KARENGE.
(TAFSEER-E-NAEEMI)
RAMZAN ME NAFL KA SAWAB FARZ KE BARABAR
AUR
FARZ KA SAWAB
70 GUNA MILTA HAI
(TAFSEER-E-NAEEMI)
NABI-E-Rehmat Farmate He:
Is Mahine Ka Naam RAMAZAN Rakha Gaya Kyuki ye Gunaho ko Jala Deta he
(Kanzul Ummal)
Ramazan ke Rozedar Ke Liye Darya Ki Machliyan Iftar Tak Dua-E-Magfirat Karti rehti he
(Attargeb Wattargeb J;2 s;55)
Poore Quran Sharif Ki Tilawat Karne wale Musalman Ko 32.Lakh 12.Hazar 670 Nekiya Milti He (ANWARUL HADIS Page145)
Jo Shakhs Apne BACHCHE Ko QURAN Naazra Padhaye To us Ke Sabab UsKe Agle Pichhle Gunaah Muaf Ho Jate Hai
(TIBRANI)
MASLA:
Har dino ki tarha Roze me bi miswaak karna sunnat hai.
Roza ki halat me har qisam ka athar sung bi sakhte hai aur kapdo me laga bi sakhte hai.
(RADDUL MUHTAAR jild-3)
Ae Imanwalo,
tum par ROZE FARZ kiye gaye jaise aglo par FARZ hue the ke kahi tumhe PARHEZGARI mile
Ginti ke din he(1mahina)(QURAN 2:183,184)
ROZA bhi NAMAZ ki tarah FARZE-AIN he
Iski FARZIYAT ka inkar karnewala KAFIR He &bila’uzra chhodnewala sakht gunahgar & DOZAKH ka sazawar he
(Durre MUKHTAR)