20 Rakat Tarawih Padhna Jaruri He
HAZRAT ABBAS SE RIWAYAT HAI KE NABI-E-PAK RAMZAN ME 20 RAKA’AT TARAWIH
Aur
3 RAKA’AT WITR PADHA KARTE THE.
(BAIHAQI J.2
TIBRANI J.11)
HAZRAT UMAR FARUK-E-AAZAM NE SAB SE PEHLE 20 RAKA’AT TARAWIH KI IBTEDA KARAAI
TAB PEHLE IMAAM HAZRAT ABI BIN KA’AB HUWE
(KHUTBAT-E-RAMZAN)
Jo Sachche Dil aur Sahi Aqeeda ke sath RAMZAN me TARAVEEH Padhe to uske agle Gunah Bakhsh Diye Jate hai
(Muslim)
Mas’ala
bila uzra tarawih baith kar padhna makruh hai
balke baaz fiqaha e kiram ke nazdik to hoti hi nahi
(durre mukhatar)
MAS’ALA:
Tarawih Ka Waqt Isha Ke Farz Padhne Ke Baad Se Subah Saadiq Tak Hai, Isha Ke Farz Ada Karne Se Pahle Agar Padhli To Na Hogi.
[Alamgiri]
HAZRAT ALI AUR SALMAN FARSI KE SHAGIRD
HAZRAT ALI BIN RABIYA RAMZAN ME LOGO KO 20 RAKAT TARAWIH AUR 3 RAKAT WITR PADHATE THE
(IBN-E-SHAIBA)
SarkaR GAUS-E-AAZAM FARMATE HAI:
NAMAZ-E-TARAWIH NABI-E-KAREEM KI SUNNAT HAI
AUR
20 RAKA’ATE HAI
(GUNYATUT TAALIBIN J.2 S.16)
TARAWIH 20 RAKAT
SUNNAT-E-MO’QEDA NAMAZE HAI
JO RAMZAN ME PADHI JATI HAI
ISHA KI FARZ NAMAZ KE BAAD,
HAR RAAT ME
(QANUN-E-SHARIAT)
Challenge To All Badmazhab Ahle Khabees/Wahabi To Prove 8 Rakah Tarawih Salat
25 Lacs Reward Declared By Fikr-E-Raza Management & Radde Whabiyat 24.
Prove Tarawih 8 Rakah Salat From Bukhari Shareef & Take This Reward Of 25 Lacs Indian Rupees.
We Know They Can’t Prove Till The Day Of Judgement.