Sunnat-E-Nabi

  • Huzoor ﷺ Jaisa Koi Nahi Hai

    Aye Logo Ye Baat Apne Zehen Me Daal Lo Ki Huzoor ﷺ Jaisa Dono Jahan Me Na Koi Tha Na Hoga. ALLAH Rabbul Aalameen Ke Bad Dono Aalam Me Sabse Bada Martaba Khatamun Nabiyyin Imamul Ambiya Rehmate Aalam ﷺ Ka Hai. ALLAH Ta’ala Ne Apne Habeeb ﷺ Ko Bemisal Khoobiyo, Mojezat Se Nawaza. Jo Shakhs Unhe Ma’azAllah Astagfirullah Apne Jaisa…

    Read More »
  • Shab E Barat Ki Fazilat Hadees Se

    Shabe Barat Wo Muqaddas Rat Hai Jis Muqaddas Rat Me ALLAH Tabarak Wa Ta’ala Apne Gunahgar Bando Ko (Kuch Sakht Gunahgar Chhod Kar) Muaf Farmata Hai. Isi Muqaddas Ratme Humare Nam-E-Aamal Khudawande Quddus Ki Bargah Me Pesh Kiye Jate Hai. Ye Wahi Rat Hai Jis Rat Me, ALLAH Apne Rehmat Ke Farishto Ko Apne Bando Ke Gharon Me Bhejta Hai.…

    Read More »
  • Sone Ka Sunnat Tariqa Hadees Ki Roshni Me

    ➡Jab Apne Bistar Per Araam Farmane Ke Liye let-te Toh Aapni Dono Hathelion Per {Surat-al-Ikhlas, Surat-al-Falaq aur Surat-an- Nas} Sab Padh Kar Dum Karte 1 Hazrat Aisha Radhi Allahu Anhuma Ne Bayan Kiya Ke Nabi Kareem Sallallahu Alaihi Wasallam Jab Apne Bistar Per Araam Farmane Ke Liye let-te Toh Aapni Dono Hathelion Per {Surat-al-Ikhlas, Surat-al-Falaq aur Surat-an- Nas} Sab Padh…

    Read More »
Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!