Ramzan

  • Ramzan Ke Roze Me Haiz-O-Nifas Ke Masail

    Haiz: Balig Aurat ke peshab ke raste se jo khoon aadat ke taur par nikalta he aur bimari ya bachcha paida hone ke wajahse na ho to use Haiz kehte hai Istehaza: Agar yah khoon bimari se ho to istehaza he. Nifas: Aur Bachcha paida hone ke bad ho to Nifas kehte he. Nifas ka jyada se jyada waqt 40…

    Read More »
  • ETKAF KI SUNNATE HADEES ON ETEKAF

    ETKAF KARNEWALE KE LIYE BILA UJR MASJID SE NIKALNA HARAM HAI AGAR NIKLA TO ETKAF TUT JAYGA CHAHE QASDAN NIKLA HO YA BHULKAR (DURRE MUKHTAR J:2 S:133) MARD KE LIYE ZARURI HAI KI MASJID ME ETKAF KARE & AURAT APNE GHAR ME US JAGAH KARE JO JAGAH NAMAZ PADNE KE LIYE MUQARRAR KI HO (DURRE MUKHTAR J-2,S-129) ETKAF ke Liye…

    Read More »
  • ALWADA ALWADA MAHE RAMZAN

    Sab ko Udas Kar ke RAMZAN ja Raha He Sab Pe Luta Ke Apna FAIZAN Ja Raha He Aaya Tha Ghar Apne Kismat Humari Ban Ke Bheja Tha Jo Khuda Ne Wo Mehman Ja Raha He AFSOS: AAZAD HOGA SHAITAN MASJIDE HOGI WIRAN ALMARI ME BAND HONGE QUR’AN GUNAHO ME DUBEGA INSAAN KYU KE RUKHSAT HOTA HAI MAH-E-RAMZAN KITNI JALDI…

    Read More »
  • Lailatul Qadr Shabe Qadr Mubarak

    Shab-E-Qadr/Lailatul Qadr Ki Fazilate Qur’an-E-Kareem Wa Hadees Ki Roshni Me Padhne Ke Liye Yaha Click Kijiye. NABI-E-KAREEM NE FARMAYA: SHAB-E-QADR KO RAMZAN KE ASHRA KI TAAQ RAATO (21, 23, 25, 27, 29) ME TALAASH KARO. (BUKHARI) IMAAM SHAAFAI: “SHAB-E-QADR RAMZAN KE AAKHRI ASHRE ME HAI AUR USKA DIN MU’AYYAN HAI ISME QAYAMAT TAK TABDILI NA HOGI (UMDATUL QAARI) Shabe Qadr…

    Read More »
  • Zakaat Aur Sadqa-E-Fitra Ke Masle Masail

    ALLAH KE LIYE MAAL KA EK HISSA JO SHARIAT NE TAY KIYA USKA MUSALMAN FAQEER KO MAALIK BANA DENA SHARIAT ME ZAKAT KEHLATA HAI (FATAWA-E-AALAMGIRI) MAS’ALA: MAAL-E-TIJARAT JISKI QIMAT NISAAB KO PAHUNCHE US PAR BHI ZAKAAT WAAJIB HAI. (BAHAR-E-SHARIAT) NABI-E-PAK NE EK SHAKHS KO HUKM FARMAYA: MAKKAH KI GALIYO ME JAAKAR YE ELAAN KARDO KE SADQA-E-FITR WAJIB HAI (TIRMIZI) ZAKAT…

    Read More »
  • Mahe Ramdan Mubarak Ke Masle Masail

    ALLAH Paak Ramzan Ke Juma Ki Har Ghadi Me 10 Lakh Aise Gunahgaro Ko Jahannam Se Azaad Farmata He Jo Azaab Ke Haqdaar The. (Kanzul Ummal:J:8,S:223) Mahroom He Wo Shaks Jisne Ramzan Ko Paya Aur Uski Maghfirat Na Hui Ki Jab Iski Ramzan Me Maghfirat Na Hui To Fir Kab Hogi? (Majmua Zawid) MAS’ALA: KOI CHEEZ KHARIDI AUR USKA CHAKHNA…

    Read More »
  • Ramzan Ka Roza Rakhna Islam Ke 5 Arkaan Mese 1 Rukun Hai

    Ramzan ka Roza Rakhna Islam ke 5 arkaan Mese 1 rukun He. (Bukhari) ~IBAADAT KA YE SILSILA BANAYE RAKHNA~ ~DIL ME IMAAN BASAYE RAKHNA~ ~KHUSHNASIBI SE HAI RAMZAN MILA~ ~GUNAHO SE KHUD KO BACHAYE RAKHNA~ MAS’ALA: Roze Ki Halat Me “Injection” Lagwaya To Bhi Roza Nahi Toota (Fatwae Faize Rasool Jild-1) SIRF KHANE PEENE SE BAAZ RAHNE KA NAAM ROZA…

    Read More »
  • Masle Masail Of Zakaat Aur Ramzan Kareem

    JIS NE APNE MAAL KI ZAKAAT ADA KAR DI TO BESHAQ ALLAH TA’ALA NE USSE TAKLIF KO DOOR FARMA DIYA (HAAKIM) ALLAH TA’ALA RAMZAN KI HAR RAAT ME IFTAR KE WAQT 1 LAKH AISE DOZAKHIYO KO AAZAD FARMATA HAI JIN PAR AZAB WAAJIB HOTA HAI (TIRMIZI) HAZRAT ABU HURAIRAH RadiyAllahu Anhu: ROZA DHAAL HAI JAB TAK USE FAADA NA HO…

    Read More »
  • Mahe Ramzan Ki Fazilate Roze ke Masle Masail

    KHAZOOR Khaane Se Koolanj (Badi Antadi Ka Dard APPENDIX) Nahin Hota. (Kanzul Ummaal J:10 S:12 H:24191) “JO MUSALMAN JUM’A KI RAAT YA DIN ME YA RAMZAN KE PURE MAHINE ME (DIN YA RAAT)ME MARE USSE KABR ME SAWAL NAHI HOGA.” (Musand-E-Imaam AHMAD H:8080) RAMZAN Ke Roze aur Har Mahine Mein 3 Din Ke ROZE Seene Ki Kharaabi Ko Door Karte…

    Read More »
  • Fazilat-E-Ramdan Masles Of Ramdan Roza Todnewali Wa Na Todnewali Chize.

    APNE HAATH SE AGAR KISI ROZADAAR NE MANI NIKAALI TO US KA ROZA TUT JAATA HAI. (BAHAR-E-SHARIAT JILD-1, HISSA-5,SAFA-119) MUJHE APNE BANDO ME SAB SE ZYADA PASAND WOH HAI. JO IFTAAR ME JALDI KARNE WAALA HO. (TIRMIZI SHARIF,Jild:1,Safa:150) MAS’ALA Agar Baap Garib ho ya Mar Gaya ho To Dada par apne Garib Yatim Pote Poti ki Taraf se Sadqae Fitra…

    Read More »
Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!