Ramzan
-
Jin Chizon Se Roza Nahi Tootta Unka Bayan
Hadees: Hazrat Abu Hurairah Se Riwayat Hai ki huzoor صلى الله عليه وسلم Ne Farmaya….. Jis Rozedar Ne Bhool Kar Khaya Ya Piya wo Apna Roza Pura Kare, Use Allah Ne Khilaya Aur Pilaya {Sahi muslim, Hadees No 1155} HADEES: 3 Chizo Se Roza Nahi Toot’Ta, 1-Pachhna {Badan Se Fasid khoon nikalwana jise Hijama Bhi Kehte Hai} 2- Qaye (ulti,…
Read More » -
Roze Ki Niyat Ke Masle
HADEES: IBNE KHUZAIMAH Ne ABU MASOOD Giffari Se Eik Taveel Hadees Riwayat Ki Usme Ke Kuch Alfaz Ye Hain… Farmaya Allah Ke Rasool صلى الله عليه وسلم Ne Agar Bandon Ko Maloom Hota Ki Ramzan Kya Chiz Hai To Meri Ummat Tamanna Karti Ke Pura Saal Ramzan Hi Ho {صحیح ابن خزيمة، كتاب الصيام، باب ذكر تزيين الجنة لشهر رمضان……إلخ،…
Read More » -
Chand Dekhne Ka Bayan
Aye Mehboob Tum Se Chand Ke Bare Me Sawal Karte Hain, Tum Farma Do Wo Logon Ke Kamo Aur Haj Ke Liye AWQAT Hain {القرآن، الجزء-2، سورة البقرة-189} Hadees Chand Dekh Kar Roza Rakhna Shuru Karo & Chand Dekh Kar aftar Karo Aur Agar Abar (Badal) Ho To Shaban Ki Ginti 30 Ki Puri Karo {صحیح البخاري، كتاب الصوم، الحديث-1909}…
Read More » -
Ramzan Ke Roze Ki Ahmiyat Aur Fazilat
Aye Imamwalon Tum Pe Roza Farz Kiya Gaya. Jaisa unpe Farz Hua Tha Jo Tum Se Pehle Huye. Taki Tum Gunaho Se Bacho, Phir Tum Me Jo Bimar Ho Ya Safar Me Ho Wo Aur Dino Me Ginti Puri Kare (bimari Ya Safar Khatm Hone Ke Bad Roza Rakhe), aur Jo TAQAT Nahi Rakhte (Boodha admi Ya aisa bimar jiske…
Read More » -
Ramadan Me Sohbat Humbistari Ke Aadab
ALLAH Rabbul Aalamin Qur’an-E-Kareem Me Irshad Farmata Hai “Rozo Ki Raato Me Apni Aurato Ke Pas Jaana Tumhare Liye Halaal Hua. Wah Tumhari Libaas Hai Aur Tum Unke Libaas, ALLAH Ne Jaana Ki Tum Apni Jaano Ko Khayanat Me Dalte The To Usne Tumhari Taubah Qabool Ki Aur Tumhe Muaf Farmaya. To Ab Unse Sohbat Karo Aur Talab Karo Jo…
Read More » -
Ramadan Ki Aamad Marhaba
Be Zabano Ko Jab Wo Zaban Deta Hai Padhne Ko Phir Wo Quraan Deta He Bakhshne Pe Aaye Jab Ummat Ke Gunaho’n Ko Tohfe Mein Gunahgaro’n Ko “Ramzan” Deta Hai Rehmat Aur Barkat Ka Aaya “MEHMAN” Nemat Aur Maghfirat ka Milega “INAAM” Kar Lo Tayyari ISTAQBAL Ki Aa Raha hai Pyara “MAAH-E-RAMAZAN” Gul Ne Gulshan Se Gul…
Read More » -
Zakat Ke Masle Wa Masail
Zakaat inhe de: 1. Faqir 2. Miskin 3. Aamil 4. Raqaab 5. Gaarim 6. Fi sabilillah 7. Inbussabil >Qanoon-E-Shariat Zakaat wazib hone ki sharte: 1. Musalman hona 2. Baalig hona 3. Aaqil hona 4. Aazaad hona 5. Maalike nisab hona 6. Pure taur par Maalik hona 7. Nisab ka den se farig hona 8. Nisab ka Hazate Asliya se farig…
Read More » -
Kin Chizon Se Roza Nahi Tootta
Sehri khana aur usme der karna musthab he aur sawab ka sabab. magar itni der lagana ki subah hone ka shak ho jaye makruh he. >Aalamgiri,Sunni Bahishti Zewar Iftar me jaldi karna musthab he. magar iftar us waqt iftar us waqt kare ki jub suraj dubne ka pura yakin ho. Jab tak pura yakin na ho iftar na kare agar…
Read More » -
Sadqa-E-Fitr Ka Bayan Aur Sadqa-E-Fitr Ke Masle
Sarwar-E-Qaynat Janabe Mohommad Mustfa Swallalaho Alayhi Wasallam ne irshad farmaya ki “Bande ka roza Aasman wa Zamin ke darmiyan muallak rehta he jab tak sadqae fitr ada na kare. >Ibne asakar,Sunni Bahishti zewar Mard malike nisab par apni tarafse aur apne chote bachche ki tarafse sadqae fitr wazib he jabke bachcha khud sahibe nisab na ho aur maa par khud…
Read More » -
Lailatul Qadr Yani Shab-E-Qadr ki Hadees
Hazrate Anas ibne Maalik radiallahu ta’ala anhu ne farmaya ki Jab Ramdan ka mahina shuru hua to Huzoor Alayhissalatu Wassalam ne farmaya ki yah mahina tum me aaya he. Aur isme ek rat aisi he jo hazar mahino se afzal he to jo shaks iski barkato se mehrum raha wah tamam bhalaiyo se mehrum raha aur nahi mehrum rakha jata…
Read More »