Ramzan

  • Sadqa Aur Sadqa-E-Fitr Ka Bayan, Hadees Wa Masle

    Hadees: Bandah Kehta hai Mera Maal Mera Maal, Magar Use To Us Maal Se 3 Hi Qisam ke Fayede Hain. Jo Kha Kar Fana Kiya, Jo Pahen Kar Purana Kiya, Aur Jo Ataa (Garibo ko De kar) Kar Ke Akhirat Ke Liye Jama kiya  ﺻﺤﻴﺢ ﻣﺴﻠﻢ، ﻛﺘﺎﺏ ﺍﻟﺰﻫﺪ ﻭﺍﻟﺮﻗﺎﺋﻖ، ﺑﺎﺏ ﺍﻟﺪﻧﻴﺎﺳﺠﻦ ﻟﻠﻤﺆﻣﻦ ﻭﺟﻨﺔﺍﻟﻜﺎﻓﺮ، ﺻﻔﺤﮧ 1582- ، ﺍﻟﺮﻗﻢ ﺍﻟﺤﺪﻳﺚ ,2959-…

    Read More »
  • Marhumo Ko Eid Ka Behtarin Tohfa

    (Bahot Aasaan Amal Hai Zarur Padhiye) Manqul Hai Ki Jo Shakhs Eid Ke Din 300 Martaba “SUBAHAAN ALLAHI VABI HAMDIH” Padhe Aur Faut Shuda(Marhum) Musalmano Ki Arvaah Ko Iska Isale Sawab Kare To Har Musalman Ki Qabar Me 1000 Anwaar Dakhil Hote Hai Aur Jab Voh Padhne Wala Khud Marega, ALLAH T’AALA Uski Qabar Me Bhi 1000 Anwaar Daakhil Farmayega…

    Read More »
  • Itikaf (Eitikaf) Ke Aham Masle Masail

    Hadees: Ummul Momineen Hazrat Sayyedah Aisha Siddiqah رضی اللہ تعالٰی عنہا Se Riwayat Hai Wo Kehti Hain, Motakif (Jisne Aitekaf Kiya) Par Sunnat Ye Hai Ki Wo Na Mareez Ki Ayadat Ko Jaye Na Janaze Me Hazir Ho, Na Aurat Ko Hath Lagaye, Aur Na Usse Mubashirat Kare, Aur Na Kisi Hajat Ke Liye Jaye. Magar Us Hajat Ke Liye…

    Read More »
  • Aurato Ke Liye Itikaf (Eitikaf) Ke Masle

    Hadees: Ummul Momineen Hazrat Sayyedah Aisha Siddiqah رضی اللہ تعالٰی عنہا Se Riwayat Hai Wo Kehti Hain, Motakif (Jisne Aitekaf Kiya) Par Sunnat Ye Hai Ki Wo Na Mareez Ki Ayadat Ko Jaye Na Janaze Me Hazir Ho, Na Aurat Ko Hath Lagaye, Aur Na Usse Mubashirat Kare, Aur Na Kisi Hajat Ke Liye Jaye. Magar Us Hajat Ke Liye…

    Read More »
  • Itikaf (Etikaf) Ki Fazilate

    Tajdare Madina Suroore Kalbo Sina Sallallaho Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya “Jo Shaks ALLAH Ki Khushnudi Ke Liye Ek Din Ka Etikaf Karega. ALLAH TA’ALA Uske Aur Jahannam Ke Darmiyan 3 Khandake Hail Kar Dega. Jinki Musafat Aasmano Zamin Ke Fasle Se Bhi Jyada Hogi. (Kanzul Umaal) Nabi-E-Kareem Sallallaho Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya “Jo Shaks Khalis Niyat Se, Bagair…

    Read More »
  • Itikaf (Etikaf) Ka Bayan Aur Fazilate

    Itikaf(Etikaf): Ramzan Ke Aakhri Ashre Me Kiya Jata Hai. (20we Roze ke Suraj Guroob Hote Hi Masjid Me Jana Aur Eid Ka Chand Nazar Aane Par Masjid Se Bahar Hona) Ye Aitekaf 10 Dino Ka Hai. Khush Naseeb Hai Wo Log Jo ise Ada Karte Hain Rat O Din Masjid Ke Noorani Mahol Me Reh Kar Chote Bade Gunaho Se…

    Read More »
  • Zakat Ke Masle Masail

    Sone Ka Nisab 7.5 Tola Hai Aur Chandi Ka Nisab 52.5 Tola Hai. Sona Chandi Me 40 Wa Hissa Nikal Kar Zakat Ada Karna Farz Hai. Yeh Jaruri Nahi Ke Sone Ki Zakat Me Sona Aur Chandi Ki Zakat Ne Chandi Hi Di Jaye Balki Yah Bhi Jaiz Hai Ki Bazar Bhav Sona Chandi Ki Kimat Laga Kar Rupaya Zakat…

    Read More »
  • Zakat Na Dene Ka Azab Aur Zillaten

    Huzoor Nabiye Akram Noore Mujassam Fakhre Adam O Bani Adam صلى الله تعالى عليه وسلم Ke Irshadaat Ki Roshni Me. Hadees: Faqeer Hargiz Nange Bhooke Hone Ki Takleef Na Othayege Magar Maal Daron Ke Hathon, To Aye Maldaro Sun Lo, ALLAH Tum Se Sakht Hisab Lega Aur Dardnak Azab Dega الترغيب والترهيب، كتاب الصدقات، جلد-2، صفحہ-275، رقم الحدیث-5. Hadees: Dozakh…

    Read More »
  • Zakat Kisko Di Jaye Aur Kisko Nahi

    Hadees: Huzoor E Aqdas صلى الله عليه وسلم Ne Farmaya. Sadqah Admiyon Ka Mayel (Gandagi) Hai aur Ye Meri Ahle Bait (Huzoor Ke Ghar Wale) Ke Liye Jayez Nahi الطبقات الكبرى، لابن سعد، جلد-1، صفحہ-29. Bani Hashim Ko Jayez Nahi, Bani Hashim Me Ye Log Hain Awlade Hazrat Ali رضی اللہ تعالٰی عنہ Awlade Hazrat Aqeel رضی اللہ تعالٰی عنہ…

    Read More »
  • Sehri Ki Dua Aur Fazilat

    Roza Rakhne Ki Dua: وَبِصَوْمِ غَدٍ نَّوَيْتُ مِنْ شَهْرِ رَمَضَانَ Wabisaumi Gadin Nawaytu Min Shahari Ramzan Khatmul Ambiya, Imaamul Ambiya, Rehmatallil Aalamin, Shafi-E-Mehshar, Madine Ke Tajdar Janabe Muhammad Mustafa Sallallaho Alaihi Wasallam Ne Irshad Farmaya “Is Dua Ke Padhnewale Ko ALLAH Beshumar Har Sitare Ke 1-1 Hajaar Nekiya Deta Hai. (Yani Jitne Bhi Sitare Hai Unse Hajaar Guna Nekiya Marahmat…

    Read More »
Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!