Ramzan
-
EID-UL-Fitr Aur Shaan-E-Ahlebait
Eid Ka Mubarak Din Tha Khatoon-E-Jannat Hazrat Fatima Zahra Radiallahu Ta’ala Anha Namaz-E-Fajar Se Farigh Ho Chuki Thi Aur Chakki Pees Rahi Thi Aap Ke Dono Laal Hazrat HASAN-O-HUSAIN Radiallahu Ta’ala Anhuma Bahar Khel Rahe The Unko Jab Maloom Huwa Ke Aaj To Eid Ka Din Hai To Daudte Huye Ghar Aaye, Aur Ammi Jaan Se Lipat Kar Kehne Lagey…
Read More » -
Ek Roza Chhodhne Ka Nuqsaan
Hazrate Sayyiduna Abu Huraira رضي الله ﺗﻌﺎﻟﯽٰ عنه Se Riwayat hai, Sarkare Wala Tabaar, Bi Izni Parwardigaar, Do Jahan Ke Maaliko Mukhtaar, Shahenshaahe Abraar صلی اللہ تعلى علیہ وسلم Farmate hai “Jisne Ramadan Ke Ek Din Ka Roza Bagair Rukhsat Wa Bagair Marz Iftaar Kiya (Yaani Na Rakha) Toh Zamana Bhar Ka Roza bhi Uski Qaza Nahi Ho Sakta Agarche…
Read More » -
Zakat Ka Bayan Quran Ki Roshni Me
ALLAH Rabbul Aalameen Qur’an-E-Kareem Me Irshad Farmata Hai “Unki Kahawat Jo Apne Maal ALLAH Ki Raah Me Kharch Karte Hai. Us Dana Ki Tarah Jisne Ugai Saat (7) Baale. Har Baal Me 100 Dane. Aur ALLAH Isse Bhi Jyada Badhaye Jiske Liye Chahe Aur ALLAH Wus’atwala Ilmwala Hai. Wah Jo Apne Maal ALLAH Ki Raah Me Kharch Karte Hai. Fir…
Read More » -
Taraweeh Ba Jamaat Padhna Sunnate Umar Farooq Radiallahu Anhu
Hazrate Umar رضي الله تعالٰی عنه Ke Khilafat Ke Daur Me Hazrate Abdur Rehman bin Abdul Qari رضي الله تعالٰی عنه Farmate Hain Ki Woh Ramzan Ki Raat Me Hazrate Umar رضي الله تعالٰی عنه Ke Saath Masjid Gaye Aur Logo Ko Alag Alag Namaz Padhtey Hue Paya Aur Kuch Mil Kar Padh Rahe The. Hazrate Umar رضي الله تعالٰی…
Read More » -
Tadad-E-Rakate Taraweeh With Proofs
Dunya Ke Sare Gair Muqallideen Bhi Agar Jama Ho Jayen Tab Bhi In’sha Allah 8 Rakat Taraveeh Ba’hisabe Lughat Aur Ahadees Ki Roshni Me Sabit Kar Hi Nahi Sakte, 8 Rakat Ke Silsile Me Gair Muqallideen Jo Hadees Pesh Karte Hain Wo Sahi Bukhari Ki Ye Riwayat Hai. عن ابی سلمة بن عبد الرحمن انه سأل عائشة كيف كانت صلوة…
Read More » -
Fazilat-E-Taraweeh Hadees Ki Roshni Me
Hazrate Umar رضي الله تعالٰی عنه Ke Khilafat Ke Daur Me Hazrate Abdur Rehman bin Abdul Qari رضي الله تعالٰی عنه Farmate Hain Ki Woh Ramzan Ki Raat Me Hazrate Umar رضي الله تعالٰی عنه Ke Saath Masjid Gaye Aur Logo Ko Alag Alag Namaz Padhtey Hue Paya Aur Kuch Mil Kar Padh Rahe The. Hazrate Umar رضي الله تعالٰی…
Read More » -
Shaan-E-Muskhkil Kusha Sher-E-Khuda Maula Ali Radiallhu Anhu
Assalamu Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barkatuhu, Shaane Maula Ali Muskhil Kusha Ko Bayan Karna Is Nachiz Gunahgaar Ki Itni Aukat Nahi. Aapki Gulami Ka Saboot Dete Hue Ek Adna Si Koshish Kar Raha Hu. Agar Koi Khata Ho To Muaf Farmaye. Maula Ali Karamallaho Wajahahul Kareem Ki Shane Aqdas Me Anginat Hadeese Pak Maujood Hai. Jie Se Chuninda Hadeese Pak…
Read More » -
Mushkil Kusha Maula Ali Murtaza
Alqab: Haidar, Murtaza, Maula-e-Kaainat. • Wiladat: 13 Rajab (23 October 600 A.D.) » Aap Ke Walid Ka Naam Abu Talib Ibne Abdul Muttalib Aur Walida Ka Naam Fatima Bint Asad Hai. » Aap Quraish Ke Banu Hashim Qabile Se Ta’alluq Rakhte Hain. » Aap Ki Walida Haalate Hamal Me Ka’abatullah Ka Tawaf Kar Rahi Thi Aur Unko Dard Shuru Hua…
Read More » -
Iftar Ki Fazilat Hadees Ki Roshni Me
Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Hazrate Sayyeduna Sahl bin Sa’ad رضي الله تعالٰی عنه Se Rivayat Hai Ke Sarkar-E-Madina صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ne Farmaya :- “Meri Ummat Ke Logon Me Us Waqt Tak Khair Baaki Rahegi Jab Tak Woh Iftar Karne Me Jaldi Karte Rahenge.” Sahih Bukhari : Hadees 1957 Book ref : 30, Hadees 64 Eng…
Read More » -
Ramzan Me Sohbat Hambistari Karna Kaisa
Assalamo Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barkatuhu Aap Sabhi Ko Ramzan Mubarak. ALLAH Ta’ala Apne Habib ﷺ Ke Sadqe Hum Sabki Ibadaton Aur Rozon Ko Apni Bargah Me Qubool Farmaye. Is Mubarak Mahine Me Jyada Se Jyada Nekiya Karne Ki Aur Gunahon Se Bachne Ki Taufiq Ata Farmaye. Jab Roze Hum Par Farz Hue To Halat-E-Roza Me Hum Par Khane Pine…
Read More »