Nikah

  • Islam Me Aurato Ko Parde Ka Huqm

    “Aur Musalman Aurato Ko Hukm Do Apni Nigahe Kuch Nichi Rakhe Aur Parsai Ki Hifazat Kare Aur Apna Banao Na Dikhaye Magar Jitna Khud Hi Jaahir Hai. Aur Dupatte Apne Girebano Par Dale Rahe Aur Apna Singaar Jaahir Na Kare Magar Apne Shauharo Par” (Kanzul iman,Para 18,Surah Noor,Aayat 31) Is Aayat Ke Tehat Aurato Ko Apne Girebano Par Dupatte Dale…

    Read More »
  • Apni Biwi Ki Izzat Karo

    Mere Pyare Islami Bhai Behano Nikah Karna Sarkare Madina Sallallaho Alaihi Wasallam Ki Sunnate Mubaraka Hai. Nikah Ke Fazilat Ke Talluqse Bohotsi Ahadees Sharif Mauzood Hai. Nikah Haramkari Se Bacha Kar Halal Ki Taraf Le Jata Hai. Nikah Karne Par Aadha Deen Muqammal Ho Jata Hai. Beshaq Islam Duniya Ka Sabse Afzal Mazhab Hai. Islam Me Mard Aur Aurat Dono…

    Read More »
  • Sohbat Hambistari Ki Dua

    Saware Qaynat, Habeebe Khuda, Shafi-E-Mehshar, Rehmatallil Aalamin Hazrat Muhammad Sallallaho Alaihi Wasallam Ne Sohbat Ke Liye Ye Dua Irshad Farmayi “Bismillah, Allahumma jannib nash Shaitana, wa Janni bish-Shaitana ma razaq tana” Tarzuma: “ALLAH ke naam se. Aye ALLAH door kar hamse shaitan mardud ko aur door kar shaitan mardud ko us Aulad se jo tu hame ata karega” “Jo shaks Is Dua Ko Sohbat…

    Read More »
  • Naik Mardo Ke Liye Naik Aurat

    ALLAH Rabbul Aalameen Irshad Farmata Hai “Gandiya, Gando Ke Liye Aur Gande, Gandiyo Ke Liye. Sutriya, Sutro Ke Liye Aur Sutre Sutriyo Ke Liye” (Kanzul Imaan, Para: 18, Surah Noor, Aayat No: 26) Is Aayat Se Hame Ye Malum Hota Hai Ke ALLAH Rabbul Aalameen Ne Apne Bande Aur Bandiyo Ke Jode Chun Rakhe Hai. Gande Badkar Mard Ke Liye…

    Read More »
  • Aurat Ka Gair Mard Se Parda

    ALLAH Ta’ala Qur’an-E-Kareem me irshad farmata he “Aur Musalman Aurato Ko Hukm Do Apni Nigahe Kuch Nichi Rakhe Aur Parsai Ki Hifazat Kare Aur Apna Banao Na Dikhaye Magar Jitna Khud Hi Jahir He” “Aur Dupatte Apne Girebano Par Dale Rahe Aur Apna Singar Jahir Na Kare Magar Apne Shauharo Par” (Kanzul iman, Para 18, Surah Noor, Aayat 31) Sarkare…

    Read More »
  • Daulat Aur Husn Ke Sabab Nikah Na Karo

    Nabi-E-Kareem Raoofur Raheem (Sallallaho Alayhi Wasallam) Ne Irshad Farmaya: “Aurato Se Unke Husn Ke Sabab Shaadi Na Karo Ho Sakta Hai Uska Husn Tumhe Tabah Karde Na Uske Maal Ki Wajahse Shaadi Karo Ho Sakta Hai Ke Unka Maal Tumhe Gunaho Me Mubtela Karde, Balki Deen Ki Wajahse Nikah Kiya Karo Kali, Chapti, Badsurat Londi Agar Deendar Ho To Behtar…

    Read More »
  • Ramadan Me Sohbat Humbistari Ke Aadab

    ALLAH Rabbul Aalamin Qur’an-E-Kareem Me Irshad Farmata Hai “Rozo Ki Raato Me Apni Aurato Ke Pas Jaana Tumhare Liye Halaal Hua. Wah Tumhari Libaas Hai Aur Tum Unke Libaas, ALLAH Ne Jaana Ki Tum Apni Jaano Ko Khayanat Me Dalte The To Usne Tumhari Taubah Qabool Ki Aur Tumhe Muaf Farmaya. To Ab Unse Sohbat Karo Aur Talab Karo Jo…

    Read More »
  • Biwi Ke Huqooq Shohar Par Hadees Se

    Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barkatuhu Pyare Islami Bhaiyo, ALLAH TA’ALA Ne Jis Tarah Aurato Par Shohar Ke Huqooq Farz Kiye Hai Usi Tarah Shohar Par Bhi Aurato Ke Huqooq Farz Hai. In Huqooq Ko Ada Na Karnewala Sakht Gunaahgar Hai ALLAH TA’ALA irshad Farmata Hai “Aur Unse (Aurato Se) Acha Bartaw Karo”. (Tarzuma: Kanzul Imaan Para 4, Sure Nisa,…

    Read More »
  • Shohar Ke Huqooq Biwi Par Hadees Se

    Assalamu Aliakum Wa Rahmatullahi Wa Barkatuhu Pyari Islami Beheno, ALLAH TA’ALA ne Shohar Ko Aurat Par Haaqim Banaya Hai Aur Bahut Badi Bujurgi Di Hai Isliye Har Aurat Par Farz Hai Ki Wah Apne Shohar Ka Huqm Mane. Apne Shohar Ko Raazi Rakhna Biwi Ka Farz Hai Aur Jo Aisa Na Kare Wo Aurat Sakht Gunahgar Hai. Is Post Me…

    Read More »
  • Behtarin Biwi Ki Pehchan

    ● Behtarin Biwi Wo Hai Jo Apne Shohar Ki Farmabardari Aur Khidmatguzari Ko Apna Farz Samjhe ● Jo Shohar Ke Tamaam Huqooq Ada Karne Me Kotahi Na Kare ● Jo Apne Shohar Ki Khubiyo Par Nazar Rakhe Aur Uske Aib Aur Khamiyo Ko Nazarandaz Karti Rahe Note: Khamiyo Se Murad Kamiya Hai Gunah Nahi. Agar Shaohar Gunah Karta Hai To…

    Read More »
Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!