Naat-E-Mustafa

  • Aa Jaye Bulawa Mujhe Aaqa Tere Dar Se Lyrics

    Aa Jaye Bulawa Mujhe Aaqa Tere Dar Se Jis Dar Ki Ghulaami Ko To Jibreel Bhi Tarse Paidal Hi Nikalte Hain, Masaafat Ka Nahin Khauf Thakte Hi Nahin Ham To Madine Ke Safar Se Sunnat Pe Teri Chalne Ka Aa Jaaye Qareena Ye Abr-E-Karam Kaash Mere Dasht Pe Barse Zarrah Bhi Lage Gohar-O-Almaas Se Badh Kar Dekhe To Koii Khaak-E-Arab…

    Read More »
  • Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics

    Aaj Dunia Main Khair-Ul-Wara Aa Gaye Bazm-E-Konain Main Har Taraf Shoor Hay Mustafa Aa Gaye Mujtaba Aa Gaye Arsh Walay Mubarak Dainy Lagay Farsh Walo Habib-E-Khuda Aa Gaye Koon Daita Hay Dainy Ko Moonh Chahaye Dainay Wala Hay Sacha Hamara Nabi Kia Khabar Kitnay Taray Khilay Chup Gaye Par Naan Dobay Naan Doba Hamara Nabi Har Taraf Hay Niazi Saman…

    Read More »
  • Aa Dil Mein Tujhay Rakh Loon Lyrics

    Bay Khud Kiye Detay Hain, Andaaz E Hijabana Aa Dil Mein Tujhay Rakh Loon, Aie Jalwa E Janana Kyun Aankh Milayi Thi, Kyun Aag Lagayi Thi Ab Rukh Ko Chupa Baithay, Ker Kay Mujhay Deewana. Jee Chahata Hai Touhfay Mein Behjoun Main Unhein Aakhein Kay Darshan Ka To Darshan Ho, Nazranay Ka Nazrana. Kyun Aankh Milayee Thi, Kyoon Aag Lagayee…

    Read More »
  • A’ALAM-E-ISLAM KO EID-E-MEELAD-UN-NABI LYRICS

    Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba Marhaba SalAllah Marhaba SalAllah Marhaba SalAllah Marhaba Ya Mustafa Marhaba Ya Mustafa Sud Marhaba Allah Allah Ya Allah Allah Allah A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi Ho Mubarak Ho Mubarak Eid-E-Milaad-Un-Nabi Marhaba Ya Mustafa Sud Marhaba  Allah Allah Ya Allah Allah Allah Ho Mubarak Ahl-E-Imaan Hogayei Qismat Darakhshaan Chaar Jaanib Dhoom Hai Sarkar Ki Milaad Ki  Jhoomta Hai…

    Read More »
  • Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics

    Ya Nabi Nazre Karam Farmana Aye Hasnain Ke Nana Zahra Paak Ke Sadqe Humko Taiba Me Bulana Aye Hasnain Ke Nana Aap Ke Dar Ka Mai Hu Bhikari Aap Hai Mere Daata Saare Rishte Naato Se Hai Pyaara Apna Naata Aap To Hai Aata Hai Jinko Sabki Laaj Nibhana Aye Hasnain Ke Nana Be Saaya Hai Lekin Woh Jag Par…

    Read More »
  • Hadiths On Reciting Naat (Peotry) In Praise Of Prophet Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam

    What is Naat? Na’at (Urdu: نعت‎, Translit. na‘t) refers to  Poetry in praise of the Islamic Prophet Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam. Volume 1, Book 8, Number 444: (Sahih Bukhari) Narrated Hassan bin Thabit Al-Ansari: I asked Abu Huraira “By Allah! Tell me the truth whether you heard the Prophet saying, ‘O Hassan! Reply on behalf of Allah’s Apostle. O Allah!…

    Read More »
  • Naat Sharif Padhna Quran Wa Hadees Se

    Aaj Kal Wahabiyo Ne Naat-E-Rasool (Sallallahu Alaihi Wasallam) Jo Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Se Muhabbat Paida Karne Ka Zariya Hai, Usse Logon Ko Rokne Ka Naya Tariqa Nikala Hai. Naat-E-Mustafa Sallallahu Alaihi Wasallam Padhnewale Aashiq-E-Rasool Se Wahabi Kehte Hai Ye  Biddat Hai. Kyu Khamakha Apna Waqt Barbad Karte Ho Isse To Achcha Hai Ki Tum Durood-E-Pak Padho Uski Jyada Fazilat…

    Read More »
  • Waah Kya Martaba Hai Gaus Hai Baala Tera Lyrics

    ~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~ *ﺃَﻋُﻮْﺫُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ* *بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ* *اَلصَّلاَةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللّٰهِ، ﷺ* ~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~ Waah Kya Martaba Hai Gaus Hai Baala Tera Oonche Oonchon Ke Saron Se Qadam Aala Tera Sar Bhala Kya Koi Jaane Ke Hai Kaisa Tera Auliya Malte Hai Aankhein Wo Hai Talwa Tera Kya Dabe Jis Pe Himayat Ka Ho Panja Tera…

    Read More »
  • Habeebe Khuda Ka Nazara karu me Dilo jaan un par nisara karu me

    Habeebe Khuda Ka Nazara karu meDilo jaan un par nisara karu me Mera dino iman farishte jo pucheTumhari hi janib ishara karu me Me kyu gair ki thokre khane jauTere dar se apna gujara karu me Ye ek chand he agar ho karodoTere nam par subko wara karu me Tere nam par sar ko kurban karkeTere sar ke sadqe utara…

    Read More »
  • Zameen O Zaman Tumhare Liye Lyrics

    Zamino Zama Tumhare Liye Makino Maka Tumhare Liye Chunino Chuna Tumhare Liye Bane Do Jaha Tumhare Liye Dahan Me Jaba Tumhare Liye Badan Me He Jan Tumhare Liye Hum Aaye Yaha Tumhare Liye Uthe Bhi Waha Tumhare Liye Ye Shamso Kamar Ye Shamo Sahar Ye Burgo Shajar Ye Bago Samar Ye Tego Sipar Ye Tajo Kamar Ye Hukme Rawa Tumhare…

    Read More »
Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!