Imaan

  • Azmat E Sahaba Aur Fazilate Sahaba-E-Kiram Quran Hadees Se

    {tocify} $title={Table of Contents}   Sahaba-E-Kiram Kaun Hai:Shaan-E-Sahaba-E-Kiram Radiallahu Ta'ala Anhu:Fazilate Sahaba-E-Kiram Quran Se: Sahaba-E-Kiram Kaun Hai: Sahabi Woh Khushnasib Momin Hai Jinhone Imaan Wa Hosh Ki Halaat Me Ek Nazar Huzoor Nabi-E-Rahmat Sallallaho Alaihi Wasallam Ko Dekha Ya Unhe Huzoor Sallallaho Alaihi Wasallam Ki Sohbaat Naseeb Huwi Ho Phir Imaan Par Khatmaa Bhi Naseeb Huwa Ho. Huzoor Sallallahu Alaihi…

    Read More »
  • Huzoor ﷺ Noor-UL-Bashar (Human & Noor Both)

    Hamare Aaqa Nabi-E-Kareem Rauf-O-Raheem Huzoor ﷺ Kabse Nabi Hai? Aaj Hum Bohot Hi Aham Unwan Par Yahan Aapki Khidmat Me Ye Post Share Kar Rahe Hai Ke Jisse Hamari Awam Hamare Aqaid Ko Ba-hawala Samaz Sake Taki Wo Kisike Behkave Me Na Aaye. Aaj Is Fitne Ke Daur Me Wahabi Deobandi Tabligi Jama’at Ke Log Awam Ko Namaz Aur Quran…

    Read More »
  • Fazilat E Moula Ali Mushkil Kusha

    Shaane Maula Ali Muskhil Kusha Ko Bayan Karna Is Nachiz Gunahgaar Ki Itni Aukat Nahi. Aapki Gulami Ka Saboot Dete Hue Ek Adna Si Koshish Kar Raha Hu. Maula Ali Karamallaho Wajahahul Kareem Ki Shane Aqdas Me La Tadad Hadeese Pak Maujood Hai. Jisme Se Chuninda Hadeese Pak Ko Ek Post Me Likha Hu. 21 Ramzan Shahaadat Moula E Kayenat…

    Read More »
  • Huzoor ﷺ Jaisa Koi Nahi Hai

    Aye Logo Ye Baat Apne Zehen Me Daal Lo Ki Huzoor ﷺ Jaisa Dono Jahan Me Na Koi Tha Na Hoga. ALLAH Rabbul Aalameen Ke Bad Dono Aalam Me Sabse Bada Martaba Khatamun Nabiyyin Imamul Ambiya Rehmate Aalam ﷺ Ka Hai. ALLAH Ta’ala Ne Apne Habeeb ﷺ Ko Bemisal Khoobiyo, Mojezat Se Nawaza. Jo Shakhs Unhe Ma’azAllah Astagfirullah Apne Jaisa…

    Read More »
  • Shirk Kya Hai Quran Wa Hadees Se

    Assalamo Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barkatuhu Khawatino Hazrat, Aaj Hum Yaha Par Shirk Ka Bayan Mulahiza Farmayenge. Shrik Kise Kaha Jata Hai, Shirk Ka Azab Vagaira Vagaira. Waise Ye Lafz Aapke Sunne Me To Zaroor Aaya Hoga. Kyunki Bad Mazhabo Ka Market Unki Dukane To Bas Do Hi Lafzo Se Chalti Hai. Ek To Shirk Aur Dusra Biddat. Ye Do…

    Read More »
  • Huzoor ﷺ Ki Mohabbat Aur ita’at

    Musalman Ke Liye Huzoor ﷺ Ki ita’at Aur Aap Se Mohabbat Aapke Hukmo Ki Ta’meel Har Farz Se Bada Farz Hai. Jo Kuch Huzoor ﷺ Le Kar Aaye Dil Ki Gehrai Se Use Maan Lena Hi iman Hai, iman Ek Zaroori Cheez Hai, Momin Ki Zindagi Ka Aagaz Hi iman Se Hai Agar iman Nahi To Aap Use insan To…

    Read More »
  • Shab E Barat Ki Fazilat Hadees Se

    Shabe Barat Wo Muqaddas Rat Hai Jis Muqaddas Rat Me ALLAH Tabarak Wa Ta’ala Apne Gunahgar Bando Ko (Kuch Sakht Gunahgar Chhod Kar) Muaf Farmata Hai. Isi Muqaddas Ratme Humare Nam-E-Aamal Khudawande Quddus Ki Bargah Me Pesh Kiye Jate Hai. Ye Wahi Rat Hai Jis Rat Me, ALLAH Apne Rehmat Ke Farishto Ko Apne Bando Ke Gharon Me Bhejta Hai.…

    Read More »
  • Huzoor ﷺ Ke Waldain Ka Iman Quran Wa Hadees Se

    Aaj Ke Is Fitne Ke Daur Me Kuchh Log Hai Jinka Ye Baatil Galiz Aqeeda Hai Ke Hamare Aaqa Sallallaho Alaihi Wasallam Ke Waldain Ma’azallah Astagfirullah Nouzbillah Min Zaliq Ka Imaan Sabit Nahi Yani Unhe Kaafir Kehte Hai. Unka Kehna Hai Ke Aap Sallallaho Alaihi Wasallam Ke Waldain Huzoor Ke Ailan-E-Nabuwwat Se Pehle Is Duniya Se Parda Farma Liye The.…

    Read More »
  • Hazir O Nazir Rasool ﷺ

    Definition according to Ahlus sunnah and clearing misconception first: “In the world, the Shariah meaning of Hazir and Nazir is this that The Holy Prophet whilst being present in one single place sees all the worlds (Aalam) as if he was looking at them in the palm of his hand and hears all voices from near and afar, or that in one moment…

    Read More »
  • Ilm-E-Gaib-E-Nabi Quran Wa Hadees Se Sabit

              Aaj Kuch Bad Aqeeda Jamato Ka Ye Manna Hai Ke Ma’zALLAH Huzoor Sallallaho Alaihi Wasallam Ko Ilme Ghaib Nahi Tha. Ahle Sunnat Wal Jamat Yani Maslake Aalahazrat Ka Ye Aqeeda Hai Ke ALLAH Ta’ala Ne Apne Mehboob Ko Ta Qayamat Honewali Chizo Ka Ilm Ata Farmaya. Is Topic Me Ilme Ghaib Ko Quran Wa Hadess…

    Read More »
Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!