Hadees-E-Nabwi

  • 26 Nabiyo Ka Zikr Quran Shareef Mein Hai

    Nabi Alaihissalam: Jis Insan Ko Allahعزوجل Ne Makhlooq Ki Hidayat Ke Liye Bheja Ho Usey Nabi Kehtey Hain Aur Un Nabiyon Me Se Jo Allahعزوجل Ki Taraf Se Koi Nayi Aasmani Kitaab Aur Nayi Shari’at Le Kar Aaye Woh Rasool Kehlatey Hain. 💎Nabi Sab Mard The. Na Koi Jinn Nabi Hua, Na Koi Aurat. 💎Sab Se Pehle Paigambar Hazrate Sayyeduna…

    Read More »
  • Hazrate Abu Ubaidah Bin Al Jarrah Radiallahu Anhu Aur Muhabbat-E-Rasool

    Hazrate Abu Ubaidah bin Al Jarrah رضي الله تعالٰی عنه Aap رضي الله تعالٰی عنه Asharah-E-Mubashshara Me Se Hain (Yani 10 Sahaba Me Se Hain Jinhein Huzoor صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ne Jannat Ki Basharat Diye The) In Ka Asal Naam Aamir Hai Aur Abu Ubaidah In Ki Kunniyat Hai. Bargaah-E-Risalat Se Aap Ko Aminul Ummat Ka Laqab…

    Read More »
  • Jung-E-Khaibar Aur Hazrate Ali Radiallahu Anhu

    Jung-E-Khaibar Me Jab Ghamasan Ki Jung Hone Lagi Toh Hazrate Ali رضي الله تعالٰی عنه Ki Dhaal Kat Kar Gir Padi Toh Aap Ne Joshe Jihaad Me Aagey Badh Kar Qila-E-Khaibar Ka Faatak Ukhaad Dala Aur Uske Ek Kiwaad Ko Dhaal Bana Kar Us Par Dushmano Ki Talwaron Ko Roktey The. Yeh Kiwaad Itna Bhaari Aur Wazni Tha Ki Jung…

    Read More »
  • Hazrat Umar Farooq-E-Aazam Ki Shaan Wa Martaba

    Hadees-E-Paak Ka Mafhoom Hai Ke Hazrate  Uqbah Bin Amir  رضي الله تعالٰی عنه  Se Riwayat Hai Ke Rasool Allah صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ne Hazrate Sayyeduna Umar رضي الله تعالٰی عنه  Ke Baare Me Farmaya:- “Mere Baad Agar Kisi Ka Nabi Banna Muqaddar Hota Toh Woh Umar Bin Khattab Hotey.” (Jamia Al Timirzi : Jild. 1, Book 46,…

    Read More »
  • Hazrat Maula Ali Mushkil Kusha Aur Hadees-E-Nabwi

    Hadees No: 1 Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Hazrate Amir Bin Saad Bin Abu Waqqas Radiallahu Anhu Se Riwayat Hai Ki, Rasoolallah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Hazrat Ali Radiallahu Anhu Se Farmaya :- “Tum Mere Paas Aise Ho Jaise Hazrat Haroon Alaihissalam They Hazrat Moosa Alaihissalam Ke Paas. Magar Mere Baad Koi Nabi Nahi Hai”. (Jamia Al Timirzi  :  Jild…

    Read More »
  • Ramazan Aur Surah Ikhlas

    Ameerul Momineen Hazrate Sayyeduna Ali رضي الله تعالٰی عنه   Farmate Hain : Agar Allah عزوجل Ko Ummate Mohammadi صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Par Azaab Karna Maqsood Hota Toh Unko Ramazan Aur Surah Ikhlas Hargheez Inayat Na Farmata. Ref. (Nujhatul Majalis: Jild 1, Safha 216 Faizane Ramazan (Hindi) , Safha : 30, Maktabatul Madina – Hind.) Hazrate Dawud  عليه…

    Read More »
  • Jannat Me Dakhil Hone Ka Amal

    “Hazrat Aboo Umama رضي الله عنه Ne Riwayat Kee Ki Mein Ne Arz Kiya, YA RASOOL ALLAH ﷺ ! Mujhe Koi (Aysa) Amal Bataayein (Jis Se Mein Jannat Me Daakhil Ho Jaaun) AAP ﷺ  Ne Farmaya, Roza Rakho, Us Ke Barabar Koi Amal Nahin Hai. Mein Ne ( Phir) Arz Kiya, YA RASOOL ALLAH ﷺ ! Mujhe Koi (Aur) Amal…

    Read More »
  • Us Shakhs Ki Naak Mitti Me Mil Jaaye

    Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Hazrate Sayyeduna Abu Hurairah رضي الله تعالٰی عنه Se Marwi Hai Ke Nabi-E-Kareem صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم Ne Farmaya: “Us Shakhs Ki Naak Mitti Me Mil Jaaye Ki Jis Ke Paas Mera Zikr Kiya Gaya Toh Usne Mujhpar Durood Nahi Padha Aur Us Shakhs Ki Naak Mitti Me Mil Jaaye Jis Par Ramzan…

    Read More »
  • Rozdar Ke Muh Ki Boo Mushk Se Zyada Paak Hai

    Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Hazrate Sayyeduna Abu Hurairah رضي الله تعالٰی عنه Se Rivayat Hai Ke Nabi-E-Kareem صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم Farmate Hain : ”Rozadaar Ke Moonh Ki Boo Allahعزوجل Ke Nazdeek Mushk Se Zyada Pakeeza Hai” (Sahih Muslim : Hadees 1151) (Ramzan Ki Baharein (Hindi) Maktabatul Madina -Hind, Safha 11)

    Read More »
  • Beti Paida Hone Ki Fazilat Hadees Se

    Hazrat Abdullah ibne Abbas Radiallaho Anhu Se Riwayat He Ki Madani Aaqa Sallalaho Alayhi Wasallam Ne irshad Farmaya “Jise Ladaki Ho Fir Wo Use Zinda Dafan Na Kare, Na Usko Zalil Samze Aur Na Ladke Ko Us Par Ahmiyat De To ALLAH Ta’ala Usko Jannat Me Dakhil Karega.” (Abu Dawood, Jild 3, Bab 548, Hadees 1705, Safa 616) Madani Aaqa…

    Read More »
Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!