Hadees-E-Nabwi
-
Tasbeeh-E-Fatima Ki Fazilat Hadees Ke Hawale Se
Anas bin Malik Radhi Allahu Anhu Se Rivayat Hai Ki Nabi صل اللہ علیہ و سلم Kahin Se Guzar Rahe The Ek Jhad (Tree) Ko Dekha Jo Ki Sukha Huwa Tha. Toh Apne Ek Tahni Ko Pakad Kar Use Hilaaya, Toh Saare Patte Gir Gaye , Aap صلی اللہ علیہ وسلم Ne Farmaya! Beshak Alhamdulillaah (الحمد اللہ) SubhanAllah (سبحان اللہ)…
Read More » -
Sidhe Hath Ki Ungliyo Pe Tasbeeh Padhna Sunnat Hai
( ﺑﺴﻢ ﺍﻟﻠﻪ ﺍﻟﺮﺣﻤﻦ ﺍﻟﺮﺣﻴﻢ ) Al Quran: “Aaj Hum Unkey Munhon Par Muhar Laga Dengey Aur Hamarey Saath Unkey Haath Bolnegey Aur Unkey Paanw Gawahi Dengey Us Par Jo Wo Kiya Kartey They” {Al Quran , Surah Yaseen (36) verse 65} “Jis Din Un Par Unki Zubanein Aur Unkey Hatah Paanw Gawahi Dengey Jo Kuch Wo Kiya Kartey They.”…
Read More » -
Riyakari Yani Dikhawe Ke Liye Amal Karna Shirk Hai
Riya Arabi Zuban Ka Lafz “Raa” Se Hai Yani Dekhna. Shariat Mein Iska Maeyne Hote Hai. Jo Amal ALLAH Ke Liye Khalis Hote Hai, Jiska Hukum Usne Diya Hai Wo Amal Ko ALLAH Ke Siwa Kisi Aur Ke Liye Kare Yani Insano Ke Liye Karna Taki Insan Khush Ho Jaye. Ya Dunyavi Faida Ho Usko Riya Kehte Hai Yani Dikhawa.…
Read More » -
10 Muharram Ke Roze Ki Hadees Aur Fazilat
Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Ha Ke Hazrate Abu Hurairah رضي الله تعالٰی عنه Se Riwayat Hai Ki, Rasool Allah صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ne Farmaya :– “Sab Rozo Me Afzal Ramazan Ke Baad Moharram Ke Roze Hain, Jo Allahعزوجل Ka Mahina Hai Aur Baad Namaz-E-Farz Ke Tahajjud Ki Namaz Hai”. Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Rasool Allah صلی اللہ…
Read More » -
Masjide Quba Ki Tameer
“Quba” Me Sab Se Pehla Kaam Ek Masjid Ki Taa’meer Thi. Is Maqsad Ke Liye Huzoor صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ne Hazrate Kulthum bin Hadam رضي الله تعالٰی عنه Ki Ek Zameen Ko Pasand Farmaya Jahan Khandan-E-Amr bin Auf Ki Khajoorein Sukhayi Jaati Thi Is Jagah Aap صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ne Apne Muqaddas Haathon Se…
Read More » -
Tayammum Ka Bayan Hadees Ke Hawale Se
Bukhari Shareef Me Aayate Tayyamum Ki Shaane Nuzool Jo Mazqoor Hai Woh Yeh Hai Ki Hazrate Bibi Aisha Siddiqah رضي الله تعالٰی عنها Ka Bayan Hai Ki Hum Log Huzoor صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ke Saath Ek Safar Me The. Jab Hum Log Maqaame “Baida’a” Ya Maqame “Zaatul Jaish” Me Pahonchey Toh Mera Haar Toot Kar Kahin Gir…
Read More » -
Huzoor Ke Safar-E-Taif Ka Bayan
Makkahwalon Ki Inaad Aur Sarkashi Dekhte Hue Jab Huzoor Rahmate Aalam صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ko Un Logo Ke Imaan Laane Se Mayoosi Nazar Aayi Toh Aap صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ne Tableegh-E-Islam Ke Liye Makkah Ke Kareeb Ki Bastiyon Ka Rukh Kiya. Chunanchey Is Silsiley Me Aap صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ne “Taif”…
Read More » -
Kala Jadu Sipli Ilm Aur Bad Gumani
Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Huzoor-E-Akram صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ne Farmaya Ki, “Agar Koi Musalman Kisi Majoosi, (Kuffar Baba) Ke Paas Jakar Kuch Daryaft Karta Hai, Toh Uski 40 Din Ki Namaz Qubool Nahi Hoti”. (Muslim Sharif : Hadees 2230 Book ref. : 39, Hadees 173 Eng ref. : Book 26, Hadees 5540) Kya Pata Chala? Kisi…
Read More » -
Jung-E-Badr Aur Musalmano Ki Fateh
Jung-E-Badr 17 Ramazan 2 Hijri Ko Hui. Jisme Musalmano Ki Tadad 313 Aur Kafiron Ki Tadad 1000 Hone Ke Bawajood Allahعزوجل Ne Musalmano Ko Fatah Kiya. ”Badr” Madina-E-Munawwara Se Takreeban 80 Meel Ke Fasiley Par Ek Gaaon Ka Naam Hai. Jahan Zamana-E-Jahilliyat Me Salana Mela Lagta Tha. Yahan Ek Kuwaan Bhi Tha Jiske Malik Ka Naam “Badr” Tha Usi Ke…
Read More » -
Ramzan Agle Ramzan Tak Ke Gunaho Ka Kaffara Hai
Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Hazrate Sayyeduna Abu Hurairah رضي الله تعالٰی عنه Se Marvi Hai Ke Nabi-E-Kareem صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم Ne Farmaya :- “Maahe Ramazan Agle Maahe Ramazan Tak Gunahon Ka Kaffara Hai Jab Tak Ki Kabeera Gunahon Se Bacha Jaaye” (👉Sahih Muslim, Safha : 144, Hadees : 233 👉 Faizane Ramazan (Hindi), Safha 11 ,…
Read More »