Hadees-E-Nabwi

  • Dua Ki Ahmiyat Quran Wa Hadees Ki Roshni Me

    ﺃَﻋُﻮْﺫُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ اَلصَّلاَةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللّٰهِ، ● Dua Ki Ahmiyyat Pyare Islami Bhaiyon ! Dua Jis Tarah Allahعزوجل Se Munajaat Karne, Us Ki Qurbat Hasil Karne, Us Ke Fazlo Inaam Ke Mustaheeq Hone Aur Bakhshish Wa Maghfirat Ka Parwana Hasil Karne Ka Nihayat Aasan Aur Mujarrab Zariya Hai. Isi Tarah Dua…

    Read More »
  • Istikhara Ki Ahmiyat Aur Faal Nikalna Najaiz Hai

    ﺃَﻋُﻮْﺫُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ اَلصَّلاَةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللّٰهِ، ~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~ • Istikhara Chodne Ke Nuqasan Sarkar-E-Madina, Sardaar-E-Makkah صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ne Farmaya :- “Bandey Ki Badd Bakhti Me Se Hai Ki Woh ALLAH Ta’ala Se Istikhara Karna Chorh De. Huzoor-E-Aqdas صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ka Farmane Aalishan Hai :-…

    Read More »
  • Khatoon-E-Jannat Bibi Fatima Zahra Radiallahu Anha Ki Sakhawat

    ~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~ ﺃَﻋُﻮْﺫُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله                 ~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~●~ Hazrate Bibi Fatima رضي الله تعالٰی عنها Ke 3 Roze Quran-E-Majeed Me Allahعزوجل Ne Apne Mehboob صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ki Pyaari Beti Ke Ghar Ki Is Sarguzashta Ko In Lafzon Me Bayan Farmaya : Tarjuma-E-Kanzul Imaan : Aur Khana Khilatey Hain…

    Read More »
  • Mard Ko Mehendi Lagana Haram Hai

    بسم الله الرحمن الرحيم الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله                 Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Hazrate Sayyeduna Abu Hurairah رضي الله تعالٰی عنه Se Rivayat Hai Ke Nabi-E-Kareem صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم Ke Paas Ek Mukhannas (Hijda) Hazir Kiya Gaya Jis Ne Apney Haath Aur Paaon Mehendi Se Rangey Hue The. Nabi-E-Kareem صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم Ne…

    Read More »
  • Taweez Pehenna Quran Wa Hadees Ki Roshni Me

    بسم الله الرحمن الرحيم الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله SAWAL: Hazrat Tabeez pehanna kaisa hai? Meharbaani karke Quran aur Hadees ki roshani mein jawab dijiye. JAWAB Ham log taweez o wazaaif men qurani aayat o durood shareef ahadees men waarid mamoolaat o uazaaif buzurgo se manqool a’amal padh kar dam karte hain ya inhin cheezo ko likh kar dete hain…

    Read More »
  • ALLAH Ta'ala Ko Cheenk (Sneez) Pasand Hai

    بسم الله الرحمن الرحيم الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله Baaz Log Cheenk Ko Badd Shaguni Samajhte Hain. Agar Kisi Kaam Ke Liye Jaatey Waqt Khud Ko Ya Kisi Aur Ko Cheenk Aa Gayi Toh Log Yeh Badd Faali Letey Hain Ki Yeh Kaam Nahi Hoga. Yeh Bahot Badi Jahalat Aur Be Aqali Ki Daleel Hai. Aa’la Hazrat Mujaddid-E-Deen-O-Millat رحمة الله…

    Read More »
  • Firon Ki Qaum Par Azaab-E-Ilahi

    بسم الله الرحمن الرحيم الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله Hazrate Moosa عليه السلام  Ki Firouniyon Par Azaab Ki Dua Ke Baad ALLAH Ta’ala Ne Firouniyon Par Lagataar Paanch Azaabon Ko Musallat Farma Diya Woh Paanch Azaab Yeh Hain 1. Tufaan Nagahan Ek Abr Aaya Aur Har Taraf Andhera Chaa Gaya Phir Zordar Barish Hoti Rahi Yahan Tak Ki Toofan Aa…

    Read More »
  • Mojza-E-Mustafa Suraj Ka Palatna Aur Theher Jana

    بسم الله الرحمن الرحيم الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله Suraj Palat Aaya Huzoor-E-Aqdas صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم  Ke Aasmani Mo’jizaat Me Suraj Ka Palat Aaney Ka Mo’jiza Bhi Bahot Azimusshan Mo’jiza Aur Sadaqat-E-Nubuwwat Ka Ek Wazeh Tareen Nishaan Hai. Is Ka Waqiya Yeh Hai Ki Hazrate Bibi Asma Bint Umais رضي الله تعالٰی عنها Ka Bayan Hai Ki…

    Read More »
  • Jameul Quran Hazrate Usman Ibne Affan Radiallahu Anhu

    Hazrate Usman رضي الله تعالٰی عنه Ka Ek Laqab “Jame’ul Quran” Bhi Hai. Ameerul Momineen Hazrate Sayyeduna Abu Bakr Siddiq رضي الله تعالٰی عنه  Ne Apney Ahad Me Ameerul Momineen Hazrate Sayyeduna Umar Farooq-E-Aazam رضي الله تعالٰی عنه  Ke Mashware Se Mutafarriq Maqamaat Se Quran-E-Paak Ke Tamam Sahaif Jama Kar Liye The, Magar Is Me Teen (3) Kaam Baaki The.…

    Read More »
  • Talib-E-Ilm Ke Rizq Ka Zamin ALLAH Ta'ala Hai

    Hadees-E-Paak Ka Mafhoom Hai Ke Nabi-E-Kareem صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم Ne Farmaya :- “ALLAH Ta’ala Jis Ke Saath Bhalayi Ka Irada Farmata Hai. Us Ko Deen Ki Samajh Ataa Farmata Hai” Ref. (Sahih Bukhari : Hadees 71, Book ref. 3, Hadees 13 Eng ref. : Vol 1, Book 3, Hadees 71 Sunnatein Aur Adaab (Hindi) Maktabatul Madina-Hind, Safha…

    Read More »
Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!