Hadees-E-Nabwi

  • Jama’at Ke Sath Namaz Me Iqamat Ke Waqt Kab Khade Hona Chahiye

    Iqamat Mein Iski 3 Suraten Hai:Huzoor ﷺ Namaz Me Iqamat Par Kab Tashreef Farma Hote?RasoolAllah ﷺ Namaz Me Iqamat Par Kab Khade Hote?Namaz Me Iqamat Par Kab Khade Ho Sahabi e Rasool ﷺ Ka Amal Iqamat Mein Iski 3 Suraten Hai: Iqamat Shuru Hone Se Qabl Agar Imam Musalle Par Moujood Ho To Imam Wa Muqtadi “Hayya Alal Falah” Par…

    Read More »
  • Fazilat E Moula Ali Mushkil Kusha

    Shaane Maula Ali Muskhil Kusha Ko Bayan Karna Is Nachiz Gunahgaar Ki Itni Aukat Nahi. Aapki Gulami Ka Saboot Dete Hue Ek Adna Si Koshish Kar Raha Hu. Maula Ali Karamallaho Wajahahul Kareem Ki Shane Aqdas Me La Tadad Hadeese Pak Maujood Hai. Jisme Se Chuninda Hadeese Pak Ko Ek Post Me Likha Hu. 21 Ramzan Shahaadat Moula E Kayenat…

    Read More »
  • Shab E Qadr Ki Fazilat Aur Namaz O Wazaif

    ALLAH Rabbul Aalameen Qur’an-E-Kareem Me Ishard Farmata Hai“Beshaq ! Ise Hamne Shabe Qadr Me Utara Aur Tumne Kya Jaana Kya Shabe Qadr. Shabe Qadr Hazaar (1000) Mahino Se Behtar. Usme Farishte Aur Jibrail Utarte Hai. Apne Rab Ke Huqm Se Har Kaam Ke Liye. Wah Salaamati Hai Subah Chamakne Tak.”(Surah Qadr, Para 30, Aayat 1-5, Tarzuma: Kanzul Imaan)“Haa ! Meem…

    Read More »
  • Huzoor ﷺ Jaisa Koi Nahi Hai

    Aye Logo Ye Baat Apne Zehen Me Daal Lo Ki Huzoor ﷺ Jaisa Dono Jahan Me Na Koi Tha Na Hoga. ALLAH Rabbul Aalameen Ke Bad Dono Aalam Me Sabse Bada Martaba Khatamun Nabiyyin Imamul Ambiya Rehmate Aalam ﷺ Ka Hai. ALLAH Ta’ala Ne Apne Habeeb ﷺ Ko Bemisal Khoobiyo, Mojezat Se Nawaza. Jo Shakhs Unhe Ma’azAllah Astagfirullah Apne Jaisa…

    Read More »
  • Sehri Aur Iftar Ki Fazilat Hadees Se

    Marhaba Sad Marhaba Fir Aamad-E-Ramdan Hai Khil Uthe Hai Murzaye Dil Taza Hua Imaan Hai Ham Gunahgaro Par Kitna Ehsan Kiya Hai Ya Rab Ta’ala Tune Ata Fir Kar Diya Ramadan Hai. ALLAH Rabbul Aalameen Quran-E-Kareem Me Irshad Farmata Hai, Aye Imamwalo ! Tum Pe Roza Farz Kiya Gaya. Jaisa Unpe Farz Hua Tha Jo Tum Se Pehle Huye. Taki…

    Read More »
  • CoronaVirus Quran Wa Hadees Ki Roshni Me

    ~ Jaisa Ke Hum Sab Jante Hai Mauzooda Halat Me Corona Virus (Covid19) Ki Bimari Se Puri Duniya Ghiri Hui Hai. Aaj Hum Aapko Corona Virus Ko Le Kar Islam Ka Kya Nazariya Hai Wo Bayan Karenge. Isme Hume Kya Karna Hai, Kaise Ahtiyat Zaroori Hai, Is Tarah Ki Mamlat Ko Hum Yaha Bayan Kar Rahe Hai. Taoon (Plague):  Ye…

    Read More »
  • Watan Se Mohabbat Iman Ka Hissa Hai

    Huzoor ﷺ Ne Farmaya Watan Se Mohabbat Iman Ka Hissa Hai Is Hadees Ko Imam Sakhaawi Ne Al Maqasid Ul Hassnah Me Nakal Kiya Hai Al Masnoo fi Maarif al Hadith al Maudu, Imam Suyuti, 91/1 Al Silsila ul Daeefah Sheikh Naseer ud Din Albani, 36 Tazkirat ul Mauduaat, Allamah Muhammad Tahir Hanafi, 11/1 Al Mauduaat ul Saghaani 2/1 6.…

    Read More »
  • Darood Sharif Ki 100 Fazilat Wa Barkate

    Assalamu Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barkatuhu, Fazail-E-Durood-O-Salaam Par 50 Hadees-E-Pak Durood Sharif Ki Jitni Fazilate Bayaan Ki Jaye Kam Hai.  Hadees Sharif Me Durood Sharif Ki Fazilate Kasrat Se Saabit Hai. Yaha Chuninda Fazail Bayan Kar Raha Hu. Jisse Ham Ye Jaan Sake Ke Durood Sharif Kyu Padhna Chahiye. Rehmat-E-Aalam Shafi-E-Mehshar Imamul Ambiya Habeeb-E-Khuda Sallallahu Alaihi Wasallam Par Durood Padhneka…

    Read More »
  • Fatiha Ka Aasan Tarika Hindi Mein

    {tocify} $title={Table of Contents} Kya Fatiha Lagana Jaiz Hai? –> Assalamu Alaikum Wa Rehmatullahi Wa Barkatuhu Khawatino Hazrat, Yaha Fatiha Ka Tareeqa Bayan Karne Se Pehle Me Chand Banton Ko Aapke Samne Rakhna Chahta Hu Ki Aapka Imaan Taza Ho Jaye. Awwal To Ham Ye Janenge Ke Fatiha Kya Hoti Hai? Fatiha Kya Hai: Fatiha Quran-E-Kareem Ki Chand Surato Ki Tilawat,…

    Read More »
  • Qayamat Ki Nishaniyo Ka Bayan Quran Wa Hadees Se

    🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹 ﺃَﻋُﻮْﺫُ بِاللَّهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ اَلصَّلاَةُ وَالسَّلَامُ عَلَيْكَ يَا رَسُولَ اللّٰهِ، 🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹🔸🔹 • Suraj Maghrib Ki Taraf Se Tulu’ Hoga: EK Waqt Aisa Aayega Jab Ki Suraj Mashriq Ke Bajaaye Maghrib Se Tulu’ Hoga, Yeh Is Baat Ki Nishaani Hogi Ki Tauba Ka Darwaza Bandh Ho Chuka Hai, Ab ALLAH Ta’ala Kisi Ki Bhi Tauba…

    Read More »
Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!