• Mojza-E-Mustafa Suraj Ka Palatna Aur Theher Jana

    بسم الله الرحمن الرحيم الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله Suraj Palat Aaya Huzoor-E-Aqdas صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم  Ke Aasmani Mo’jizaat Me Suraj Ka Palat Aaney Ka Mo’jiza Bhi Bahot Azimusshan Mo’jiza Aur Sadaqat-E-Nubuwwat Ka Ek Wazeh Tareen Nishaan Hai. Is Ka Waqiya Yeh Hai Ki Hazrate Bibi Asma Bint Umais رضي الله تعالٰی عنها Ka Bayan Hai Ki…

    Read More »
  • Khaaq-E-Karbala: Bibi Zainab Ke Do Shehzade Aur Hazrat Abbas Alamdar Radiallahu Anhu Ki Shahadat

    Part: 17 Hazrat Wahab ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻋﻨﮧ Ki Sahadat Ke Baad Hazrat Imam Husain ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻋﻨﮧ Kheme Me Wapas Aaye aur Apni Humshira Sayyeda Zainab ﺭﺿﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻨﻬﺎ Se Farmaya…. ” Bahen !!!! Zainab Utho Aur Bhai Hasan Ki Kaman Do Nana Mustafa ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ Ki Dastar Do Aur Baba Ali ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ…

    Read More »
  • Jameul Quran Hazrate Usman Ibne Affan Radiallahu Anhu

    Hazrate Usman رضي الله تعالٰی عنه Ka Ek Laqab “Jame’ul Quran” Bhi Hai. Ameerul Momineen Hazrate Sayyeduna Abu Bakr Siddiq رضي الله تعالٰی عنه  Ne Apney Ahad Me Ameerul Momineen Hazrate Sayyeduna Umar Farooq-E-Aazam رضي الله تعالٰی عنه  Ke Mashware Se Mutafarriq Maqamaat Se Quran-E-Paak Ke Tamam Sahaif Jama Kar Liye The, Magar Is Me Teen (3) Kaam Baaki The.…

    Read More »
  • Talib-E-Ilm Ke Rizq Ka Zamin ALLAH Ta'ala Hai

    Hadees-E-Paak Ka Mafhoom Hai Ke Nabi-E-Kareem صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم Ne Farmaya :- “ALLAH Ta’ala Jis Ke Saath Bhalayi Ka Irada Farmata Hai. Us Ko Deen Ki Samajh Ataa Farmata Hai” Ref. (Sahih Bukhari : Hadees 71, Book ref. 3, Hadees 13 Eng ref. : Vol 1, Book 3, Hadees 71 Sunnatein Aur Adaab (Hindi) Maktabatul Madina-Hind, Safha…

    Read More »
  • Khaaq-E-Karbala: Hazrat Wahab Bin Abdullah Kalbi Radiallahu Anhu Ki Shahadat

    Part: 16 Hazrat Hoor ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻋﻨﮧ Ki Shaha’dat,Ke Baad Hazrat Wahab Bin Abdullah Kalbi ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻋﻨﮧ Ne Hazart Imam Husain ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻋﻨﮧ Se Maidan Me Jane Ki Ijazat Talab Ki …. Ye Apne Qabile Ke Ek Khubsoorat Jawan The Jin Ki Shadi Ko Abhi 15 Din Hi Hue The. Apni Tamam Ummango Se Muh…

    Read More »
  • Kaun Haq Par Hai Jara Ise Bhi Padhiye

    Aaj Kuch Log Logaun Ko Khade Khade Salam Karte Hain, Magar Nabi ﷺ Par Khade Ho Kar Salam Padhne Ko Haraam Kahte Hain. Har Kalima Padhne Wala Agar Momin Hai To, Nabi ﷺ Ne Naam Le Le Kar Masjid-E-Nabuwi Se Kyun Nikala..?? Har Masjid ALLAH Ka Ghar Hai To, ALLAH Ke Hukam Se Nabi ﷺ Ne Masjid-E-Zarar Ko Kyun Munhamid…

    Read More »
  • Tasbeeh-E-Fatima Ki Fazilat Hadees Ke Hawale Se

    Anas bin Malik Radhi Allahu Anhu Se Rivayat Hai Ki Nabi صل اللہ علیہ و سلم Kahin Se Guzar Rahe The Ek Jhad (Tree) Ko Dekha Jo Ki Sukha Huwa Tha. Toh Apne Ek Tahni Ko Pakad Kar Use Hilaaya, Toh Saare Patte Gir Gaye , Aap صلی اللہ علیہ وسلم Ne Farmaya! Beshak Alhamdulillaah (الحمد اللہ) SubhanAllah (سبحان اللہ)…

    Read More »
  • Sidhe Hath Ki Ungliyo Pe Tasbeeh Padhna Sunnat Hai

    ( ﺑﺴﻢ ﺍﻟﻠﻪ ﺍﻟﺮﺣﻤﻦ ﺍﻟﺮﺣﻴﻢ ) Al Quran: “Aaj Hum Unkey Munhon Par Muhar Laga Dengey Aur Hamarey Saath Unkey Haath Bolnegey Aur Unkey Paanw Gawahi Dengey Us Par Jo Wo Kiya Kartey They” {Al Quran , Surah Yaseen (36) verse 65} “Jis Din Un Par Unki Zubanein Aur Unkey Hatah Paanw Gawahi Dengey Jo Kuch Wo Kiya Kartey They.”…

    Read More »
  • Khaaq-E-Karbala: Hazrate Hoor Radiallahu Anhu Ki Shahadat

    Part: 15 Amr Saad Ke Teer Chalane Ke Baad Ibne Ziyad Ka Gulam SALIM Ghoda Daudata Hua Maidan Me Aa Pahucha Talwar Chamka’i Aur Imam Husain ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻋﻨﮧ Ko Jang Ke Liye Lalkara Sayyeda Ka Laal Utha Magar Hazrat Hoor ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻋﻨﮧ Ne Paa’o Pakad Liye Aur Arz Ki Aaqa Jaanisar Gulam Ke Hote Aaqa Maidan…

    Read More »
  • Khaaq-E-Karbala: Imam Hussain Radiallahu Anhu Par Pehla Teer Amr Saad Ne Chalaya

    Part: 14 Qasid Ne Imam Husain ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻋﻨﮧ Ka Paigam Amr Saad Ko Pahucha Diya Us Zalim Ne Laskariyo Se Maswara Liya Aur Kaha Ki Ab Saam Ho Chuki Hai Is Liye Hussain Ibne Ali ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻋﻨﮧ Ki Ye Tazawij Maan Leni Chahiye Simr Laeen Ne Kaha Ki Agar Che Hussain ﺭﺿﯽ ﺍﻟﻠﮧ ﺗﻌﺎﻟٰﯽ ﻋﻨﮧ Ek…

    Read More »
Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!