Nazarahmed Khan

HUMARE NABI is best Islamic blog was founded in 2010. This Website is dedicated to ALLAH Subhan Wa TA'ALA and His Messenger Hazrat Muhommad Sallalaho Alaihi Wasallam (P.B.U.H.). My aim is to share Hadees Sharif And Sunnatain of our beloved Prophet Mohommad Sallalaho Alaihi Wasallam (P.B.U.H.). HamareNabi blog is The Voice Of Ahle Sunnat Wal Jama'at. Here I am sharing the Authentic Information regarding the Aqaid And Sharai Masle Masail in the light of Quran wa Hadith. This blog is the way to show you the evil face of Badmazhab. My aim is to promote the Ahle Sunnat Wal Jama'at. Please share our blog so the each and everyone can understand the true message of Islam and get the answers of the questions in the mind with authentic references. Help me In Khidmate Deen.
  • NABI-E-KAREEM SALALLAHO ALAIHI WASALLAM FARMATE HE

    NABI-E-KAREEM SALALLAHO ALAIHI WASALLAM FARMATE HE MAIN IS UMMAT KE SHURU ME HU IMAAM MAHADI DARMIYAN ME HAI Aur HAZRAT ISAA AAKHIR ME HAI To YE UMMAT HALAAK KAISE HO SAKTI HE? (MISHKAT) Mujhe apni ummat se dar nahi ke mere bad shirk karenge par itna zaroor dar hai ke tum aapas me bughz rakhoge (Mishkat) Nabi-E-Pak ne farmaya: jisne…

    Read More »
  • Hadees On Durood Sharif Durood Sharif Ki Fazilat

    Durood Sharif Ki Fazilat 50 Hadees Ki Roshni Me Padhne Ke Liye Yaha Click Kare. Barish Ko Dekh Kar Is Durood Sharif Ko Padhne Se Har Bund Ke Barabar Sawab Milega “Allahumma Salle Ala Sayyadina Wa Maulana Muhammadin Bi Adadi Katratil Amtar” Rajab Aur Shabaan Me Ye Dua Padhe: “Allahumma’Baarik lanaa’ fi’ Rajaba wa’Sha’baana wa’Bal’lighnaa Ramazaan.” (Behaqi: 3654) SURAH-E-IKHLAAS KI…

    Read More »
  • Namaz Ki Hadees Namaz Ki Fazilate Namaz Ki Ehmiyat

    NAMAZI KE AAGE SE GUZARNEWALA JANTA KE US PAR KYA GUNAH HAI TO ZAMIN ME DHANS JAANE KO GUZARNE SE BEHTAR JAANTA(FATAWA-E-AALAMGIRI) JAB BANDA NAMAZ ADA KARTA HAITO USKE GUNAH USKE SAR PE RAKH DIYE JATE HAIJAB WO SAJDA KARTA HAI TO GUNAH GIR JAATE HAI(MUSNAD-E-IMAAM AHMAD) Jo Shakhs 5Paanch Waqta NAMAZ JAAMAT Ke Sath Ada Kare ALLAH TA’ALA Usko…

    Read More »
  • Shab-E-Barat Mubarak 15 Shabaan Ke Rat Ki Fazilate

    Hazrat Aata Bin Yasaar Radiallahu anhu Se Marvi Hai ke 15vi shanbaan maut likhi jaati hai yaha tak ke aadmi, safar me nikalta hai halaanke zindo se murdo me wo likha jaa chuka hota hai aur aadmi nikah karta hai halaanke zindo se nikaal kar murdo, me likaa jaachuka hota hai (Musannaf Abdul Razzaq Vol : 04, Pg : 317,…

    Read More »
  • Fazilat-E-Ramzan

    HUZUR NE 3 TARAH KE LOGO KO BADDUA DIJIS PAR HAZRAT JIBRAIL NE AAMIN KAHAUSME SE EK RAMZAN KA ROZA NA RAKHNEWALA HAI.(Kanzul UMMAL) Jisne bagair kisi sharai majburi ke RAMZAN ka 1 bhi ROZA tark kiya (chhoda)wo900000 (9 Lakh)baras JAHANNAM ki aag me jalta rahega!(Faizane sunnat) MASLA:JANABAT(GUSUL FARZ HONE) Ki Haalat Me Subh KiBalki Agarche Saare Din Junub(Be Gusul)RahaRoza…

    Read More »
  • Hadees-E-Pak Of Ramzan Mubarak

    RAMZAN KA PAHLA ROZA RAKHNE WALE KE MAHINE KE AAKHRI DIN TAK GUNAH MAAF HOTE HAI(Shoaibul IMAAN J:3 S:313) JAB RAMZAN KI PEHLI RAAT AATI HAI..TOJ ANNAT KE DARWAJE KHOL DIYE JATE HAI(Shoaibul IMAAN J:3 S:313) RAMAZANUL MUBARAK KA ROZA 10 SHAWWAL-UL MUKARRAM2 HIJRI KO FARZ HUWA.(KHAZAIN SAFA-42) JISE RAMZAN ME MAUT AA JAYE UsSE SAWALAT-E-KABAR NAHI HOTE.(TAFSEER-E-NAEEMI) QAYAMAT ME…

    Read More »
  • Hadees-E-Ramzan Roza Todnewali Chize

    HukkaBidiSigretCharutSigarPanTambakhuInse Roza Tut jata heDant me chane barabar chiz thi & Ningal gayaRoza Tut Gaya(Qanoon-E-Shariat) AHAM MASALAIFTAR KI DUA ROZA IFTAR KARNESE PEHLE NAHIIFTAR KARNE KE BAD PADHNI CHAHIYE(Fatawae Razviya J:4,P:651) Be ikhtiyar kay(ulti) ho gayi to roza na gayaAgar khud ba khud andar laut b gayi hoKasdan Kay karnese Roza Tut jata he(Qanoon-E-Shariat) Mard ne Aurat Ka Bosa Liya…

    Read More »
  • Ilm-E-Gaib-E-Nabi Salallaho Alayhi Wasallam:

    Ilm-E-Gaib-E-Nabi:QUR’AN:AEY IMAAN WAALO!APNI AWAZEUS GAIB BATANE WALE ( NABI) KI AWAZ SE UNCHIMAT KARO.(PARA:26 SURAH: HUJURAT) ILME-GAIBE NABI:ALLAH NE MERE LIYE ZAMEEN SAMAIT DIMAINE MASHRIQ-O-MAGRIB TAK KA SARA HISSA DEKH LIYA(MUSLIM,S390) QUR’AN:ALLAH NE APKO WO SAB ILM ATA KAR DIYA JO AAP NAHI JANTE THE &AAP PAR ALLAH KA BAHUT BADA FAZL HAI(NISA:113) KHUDA KI QASAM!MUJH PAR TUMHARA RUKU’A &…

    Read More »
  • Achhe Akhlaq ki kimat Husn-E-Akhlaq ki Fazilat

    Qayamat Ke Din Momin Ke Taraazu Me Achhe Akhlaq Se Ziyada Bhari Koi Cheez Nahi Hogi (ABU DAWOOD) Husne Akhlaq Se Badh Kar Meezan Me Bhari Cheez Koi Nahi Hogi. (TIRMIZI SHARIF: 362 / 4 / 2002) JISKE SATH BHALAI KA MAAMLA KIYA GAYA USNE BHALAI KARNE WALE KO “JAZAKALLAHU KHAIRA” KAHA USNE SHUKRIYA KA HAQ ADA KAR DIYA (TIRMIZI)…

    Read More »
  • Sahabi-E-Rasool Ka Martaba

    “SAHABI” US KHUSHNASIB MUSALMAN KO KEHTE HAI JISNE IMAAN KI HAALAT ME JAAGTI AANKHO SE NABIeKAREEM KA DEEDAAR KIYA HO. (AQAAID-E-NASFIYA Safa.185) FARMAN-E-NABI: MERE SAHABA KO BURA NA KAHO INME SE KISI EK KA EK LAMHA QAYAAM KARNA TUMHARI ZINDAGI BHAR KI IBAADAT SE BEHTAR HAI (MISHKAT) MERE SAHABA KO BURA NA KAHO AGAR TUM OHAD PAHAD KE BARABAR BHI…

    Read More »
Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!