Jannat Me Dakhil Hone Ka Amal
“Hazrat Aboo Umama رضي الله عنه Ne Riwayat Kee Ki Mein Ne Arz Kiya, YA RASOOL ALLAH ﷺ ! Mujhe Koi (Aysa) Amal Bataayein (Jis Se Mein Jannat Me Daakhil Ho Jaaun) AAP ﷺ Ne Farmaya, Roza Rakho, Us Ke Barabar Koi Amal Nahin Hai.
Mein Ne ( Phir) Arz Kiya, YA RASOOL ALLAH ﷺ ! Mujhe Koi (Aur) Amal (Bhi) Bataaye AAP ﷺ Ne Farmaya, Roza Rakho, Us Ke Barabar Koi Amal Nahin Hai.”
رواه النساءي وأحمد وابن خزيمة وابن حبان والحاكم.
وقال الحاكم : هذا حديث صحيح الإسناد.
References:
(Nasa’i As-Sunan, -04/165, Raqam-2223)
(As-Sunan-ul-Kubra, 02/92, Raqam-2533)
(Ahmad Bin Hanbal Al-Musnad, 05/248, 249, Raqam-22194, 22195)
(Ibn Khuzaymah As-Sahih, 03/194, Raqam-1893)
(Ibn Hibban As-Sahih, 08/213, Raqam-3426)
(Hakeem Al-Mustadrak, 01/582, Raqam-1533)
(Bayhaqi As-Shuab-ul-Iman, 03/297, Raqam-3587)