Ramzan Agle Ramzan Tak Ke Gunaho Ka Kaffara Hai
Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Hazrate Sayyeduna Abu Hurairah رضي الله تعالٰی عنه Se Marvi Hai Ke Nabi-E-Kareem صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم Ne Farmaya :-
“Maahe Ramazan Agle Maahe Ramazan Tak Gunahon Ka Kaffara Hai Jab Tak Ki Kabeera Gunahon Se Bacha Jaaye”
(👉Sahih Muslim, Safha : 144, Hadees : 233
👉 Faizane Ramazan (Hindi), Safha 11 , Maktabatul Madina – Hindi)
Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Hazrate Sayyeduna Abu Saeed Khudri رضي الله تعالٰی عنه Se Marvi Hai Ki Rasool Allah صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Ka Farmane Mushkbaar Hai
”Jis Ne Allahعزوجل Ki Raah Me Ek Din Ka Roza Rakha, Allahعزوجل Uske Chehre Ko Jahannam Se 70 Saal Ki Masaafat Door Kar Dega.
(👉Sahih Bukhari, Jild :2, Safha : 265, Hadees : 2840
👉 Faizane Ramazan (Hindi), Safha 117 , Maktabatul Madina – Hind )
Allah ﻋﺰﻭﺟﻞ Aap par Fazl farmaye !
~●~●~●~●~
جزاك الله خيرا… For reading
~●~●~●~●~
ﺻَﻠُّﻮْﺍ ﻋَﻠَﯽ ﺍﻟْﺤَﺒِﯿْﺐ
ﺻَﻠَّﯽ ﺍﻟﻠّٰﮧُﺗَﻌَﺎﻟٰﯽ ﻋَﻠٰﯽ ﻣُﺤَﻤَّﺪ
(صلی اللہ علیہ وسلم)
~●~●~●~●~
Hamare Nabi
www.hamarenabi.in
World’s Best Islamic Blog
25,00,000+ Unique Visitors
Like Us On Facebook:
www.facebook.com/HumareNabi