Hadees-E-Nabwi

Talib-E-Ilm Ke Rizq Ka Zamin ALLAH Ta'ala Hai

Hadees-E-Paak Ka Mafhoom Hai Ke Nabi-E-Kareem صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم Ne Farmaya :-
“ALLAH Ta’ala Jis Ke Saath Bhalayi Ka Irada Farmata Hai. Us Ko Deen Ki Samajh Ataa Farmata Hai”
Ref.
(Sahih Bukhari : Hadees 71,
Book ref. 3, Hadees 13
Eng ref. : Vol 1, Book 3, Hadees 71
Sunnatein Aur Adaab (Hindi) Maktabatul Madina-Hind, Safha : 81)

Hadees-E-Mubarak Ka Mafhoom Hai Ke Nabi-E-Kareem صلی اللہ تعالي علیہ والہ وسلم Ne Farmaya :
”Jo Shakhs Talab-E-ILm Me Rehta Hai, ALLAH Ta’ala  Uske Rizq Ka Zaamin Hai”.
Ref.
(Tareekh-E-Baghdad, Raqam-1535, Jild-3, Page 398
Sunnatein Aur Adaab (Hindi), Maktabatul Madina-Hind, Safha : 81)
Ya Rabbul Aalamin Tu Razikul Rizq Hai. Hume Halaal Rozi Ataa Farma Aur Usme Barkat Farma.
Aameen.
Awwal Aakhir Durood.
ALLAH ﻋﺰﻭﺟﻞ Aap Par Fazl farmaye !
~●~●~●~●~
جزاك الله خيرا… For Reading
~●~●~●~●~
ﺻَﻠُّﻮْﺍ ﻋَﻠَﯽ ﺍﻟْﺤَﺒِﯿْﺐ
ﺻَﻠَّﯽ ﺍﻟﻠّٰﮧُﺗَﻌَﺎﻟٰﯽ ﻋَﻠٰﯽ ﻣُﺤَﻤَّﺪ
(صلی اللہ علیہ وسلم)
~●~●~●~●~
               Hamare Nabi
          www.hamarenabi.in
      World’s Best Islamic Blog
         Like Us On Facebook:
www.facebook.com/HumareNabi

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker!