20 Rakat Taraveeh Sahih Hadees Sanad Ke Sath
20 Rakat Taraveeh .
Tahajud Ko Hi Taraveeh Kehnewale Ahle Khabiso Pe Ek Aur Tamacha. 👋🏼
Taraveeh Aur Tahajud Ek Hi Namaz Nahi Balke Alag Alag Hai .
Sahih Hadees 👇🏼
Sanad :
Imam Abubakr Ibn Abi Shaiba Rh. — > Abul Ahwas Rh. — > Mughera Rh. — > Ibrahim Nakh’ii Rh.
Matan :
Imam Ibrahim Nakh’ii Rh. Al Mutawaffa 96 Hij. ka Irshaad Mulaaheza Farmaaye :
Imam Ibrahim Nakh’ii Rh. Al Mutawaffa 96 Hij. Farmaate hai ke ‘Kuch Log Imam ke saat Masjid me Namaz (e Taraveh) Pard rahe the, aur Kuch Log Masjid ke Ek Koone me Tahajjud Pard rahe the’.
(Musannaf Ibn Abi Shayba :Jild 5 : Safa 233-234, Hadees no 2063 SAHEEH SANAD)
Note:-
Algarz Yeh Riwayat Saheeh hai, Jisse Maloom hota hai ke Hazrat Ibrahim Nakh’ii Rh. Al Mutawaffa 96 Hij. ke Zamaane me bhi Taraveh ke alaawa Tahajjud ka Ahtemaam tha.
Scan Page 👇🏻
8 Rakat Taraveeh Padhnewale Ahle Khabiso Pe Imam Tirmizi Ka Tamacha.👋🏼
20 Rakat Taraveeh Sahaba Ka Amal .👇🏼
Imam Tirmizi Rehmatullah Alaihi Farmate Hain
Hazrat Ali RadiAllahu Anhum, Hazrat Umar RadiAllahu Anhum, Aur Nabi ﷺ ke Degar Sahaba Rdh Aur Imam Sufiyan suri Rh, Imam Ibn Mubarak Rh.ka Maslak 20 Rakaat Taraveh Hain
وَهُوَ قَوْلُ أَهْلِ المَدِينَةِ، وَالعَمَلُ عَلَى هَذَا عِنْدَهُمْ بِالمَدِينَةِ، وَأَكْثَرُ أَهْلِ العِلْمِ عَلَى مَا رُوِيَ عَنْ عُمَرَ، وَعَلِيٍّ، وَغَيْرِهِمَا مِنْ أَصْحَابِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ عِشْرِينَ رَكْعَةً، وَهُوَ قَوْلُ الثَّوْرِيِّ، وَابْنِ المُبَارَكِ، وَالشَّافِعِيِّ
Hazrat Imam Tirmizi Rh. Farmaate hai ke Aksar Ahle Ilm 20 Rakaat Taraveh ke Qaayil hai Jaisa ke Hazrat Ali Rdh. Hazrat Umar Rdh. Aur Nabi ﷺ ke Degar Sahaba Rdh. Se Manqool hai aur Yahi Qaul Sufiyan suri Rh. aur Hazrat Abdullah Bin Mubarak Rh. hai.
[Sunnan Jami’i al Tirimdhi, Book of Fasting, Chapter on Qiyaam in Ramadan Volume 3 Page No. 169 Hadith No. 806]Scan Page :👇🏻
Challenge To All Badmazhab Ahle Khabees/Wahabi To Prove 8 Rakah Tarawih Salat
25 Lacs Reward Declared By Fikr-E-Raza Management & Radde Whabiyat 24.
Prove Tarawih 8 Rakah Salat From Bukhari Shareef & Take This Reward Of 25 Lacs Indian Rupees.
We Know They Can’t Prove Till The Day Of Judgement.