Hadees-E-Nabwi
Ramazan Aur Surah Ikhlas
Ameerul Momineen Hazrate Sayyeduna Ali رضي الله تعالٰی عنه Farmate Hain :
Agar Allah عزوجل Ko Ummate Mohammadi صلی اللہ تعالٰی علیہ والہ وسلم Par Azaab Karna Maqsood Hota Toh Unko Ramazan Aur Surah Ikhlas Hargheez Inayat Na Farmata.
Ref.
(Nujhatul Majalis: Jild 1, Safha 216
Faizane Ramazan (Hindi) , Safha : 30, Maktabatul Madina – Hind.)
Hazrate Dawud عليه السلام Ek Din Chorh Kar Ek Din Roza Rakha Karte.
Ref.
Sahih Muslim : Safha 584, Hadees 1189
Faizane Ramazan (Hindi) , Safha : 92-93, Maktabatul Madina – Hind.)